jab husn burke mein chala karta tha
ek diwana pichhe pichhe chala karta tha
socta tha kab muh se parda hate
aur husn ka deedar ho....
ek din diwana chal basa
husn ko diwane ki yaad aayi
woh uski kabar par gayi aur boli
"le mere gumnaam aashiq,
mere husn ka deedar kar...."
tab kabar se ye awaz ayi
"ae khuda ye kaisa tera insaaf hai
aaj hum parde mein hain, aur husn benakab hai...."
ek diwana pichhe pichhe chala karta tha
socta tha kab muh se parda hate
aur husn ka deedar ho....
ek din diwana chal basa
husn ko diwane ki yaad aayi
woh uski kabar par gayi aur boli
"le mere gumnaam aashiq,
mere husn ka deedar kar...."
tab kabar se ye awaz ayi
"ae khuda ye kaisa tera insaaf hai
aaj hum parde mein hain, aur husn benakab hai...."
Comment