Agar meri Aankhon say khwab dekho tau ~
aik shab bhi naa so sako gay ~
keh laakh chaho na hans sako gay ~
hazar chaho na ro sako gay ~
keh khwab kya hein azaab hein yeh ~
meray dukhon ki kitaab hain yeh ~
rafaqate'n in mein chuttee hein ~
Mohabbaten in mein roothtee hein ~
Inhi k dar say khizan hein jazbay.. ~
inhe say shakhe'n si toot'tee hein ~
ghamon ki bandish hein khwab merey ~
dukhon ki barish hain khawab meray ~
khayal saaray jhulas gaye hain ~
sulagtee khwahish hain khwab meray ~
Ukhartee saansen hain zindagi ki ~
Lahoo ki saazish hain khwab merey ~
Jo meri aankhon say khwab dekho ~
Tu aik shab bhi na so sako gay.....
aik shab bhi naa so sako gay ~
keh laakh chaho na hans sako gay ~
hazar chaho na ro sako gay ~
keh khwab kya hein azaab hein yeh ~
meray dukhon ki kitaab hain yeh ~
rafaqate'n in mein chuttee hein ~
Mohabbaten in mein roothtee hein ~
Inhi k dar say khizan hein jazbay.. ~
inhe say shakhe'n si toot'tee hein ~
ghamon ki bandish hein khwab merey ~
dukhon ki barish hain khawab meray ~
khayal saaray jhulas gaye hain ~
sulagtee khwahish hain khwab meray ~
Ukhartee saansen hain zindagi ki ~
Lahoo ki saazish hain khwab merey ~
Jo meri aankhon say khwab dekho ~
Tu aik shab bhi na so sako gay.....
Comment