Zindagi wohi hai qismat badal gai hai;
farq yai howa hai ke, wahshat badal gai hai;
hoon ab bhi main musafir wiraan raaston ki,
rastay wohi hain manzil badal gai hai;
harr simt thi baharain tha khushboun ka mosam,
abh to meray chaman ki har rutt badal gai hai;
beetey howe dinoon ko main sochti hoon aqsar,
farq yai hoa hai ke shidat badal gai hai;

Comment