Assalam-o-Allaikum
jane kyaa baat hai "kiyun tum se muhabbat hai" mujhe
chaand suraj se sitaaron se haseen lagte ho
zindgani ki bahaaron se haseen lagte ho
aisa kyaa hai ke hazaaron se haseen lagte ho

mil geye tum to mujhe pyaar ka ehsaas mila
khil gaye hont tumhare to mera dil bhi khila
tum ho shayed meri barson ki suaain ka sila

meri dharken ho' meri saan ho' awaaz ho tum
sab se jo main ne chuppaya wo ikk raaz ho tum
sach to ye hai meri jaan ho tum raaz ho tum...

khush rehye sada
ameen sum ameen
Comment