Assalam-o-Allaikum sab doston ko umeed hai saab khush hon gey aur sehtyaab hon gey aur dua bhi yahi hai me ki :dua
koi tasweer mukamal nahin hone paayi
aab jo dekhen to koi aisi bari baat na thi
ye shab-o-roz ma-o-saal ka purpaich saffar
qadre aasan bho ho saqta tha!
ye jo har maur pay kuch uljhe hue raste hain
inn mein tarteeb ka amaakan bhi ho saqta tha!
hum zara dheyaan se chalte to wo ghar
jiss ke baam-o-deewar pay weraani hai!
jiss ke har taaq mein rakhi hue hairaano hai!
jiss ki subha mein shaamoun ki parshani hai!
iss mein hum chain se abaad bhi ho saqte thai
backt se aman ki raahein bhi nikal saqti thien
waqt se sullah ka paimaan bhi ho saqta tha
aab jo dekhen to buht saaf nazar aate hain
sare manzar bho pas manzar bhi
laiken iss dare kheyali ka silla kya ho ga?
ye to sab baad ki baaten hain meri jaan, unhein
dekhte, sochte rehne se bhala kyaa ho ga?
wo jo hona tha huaa.......... ho bhi chuka
waqt ki roh pai likhi hui tehreer ke harf
khat-e tansikh se waqif hi nahin
bakht maktab ke register ki tarrah hota hai
apne ghair pai jo "lebaik" nahin keh paate
un ka kuch uzer nahin......... koi bhi fariyaad nahin
ye wo tahir hain jinehin apni nawa yaad nahin
laainein kitni rahein badalne ke sabbab
koi tehreer, massalsal nahin hune paayi
hasile umar...... yahi chand adhore khake!
koi tasweer mukamal nahin hone paai

Comment