AssalamoAllaikum sab doston ko
umeed hai app sab theek thaaq khush baash houn gey :eye:
aur duaa bhi yahi hai naa.....:dua
meri pasandiya aik poem
aapki ki nazar main paishe khidmat hai...
umeed hai pasand aa hi jaye gi nahi aayeg i to no worries na ....:khi:

:rose
CHAAND CHEHRA SITAARA AANKHEN
:rose
mere Khuddaya! main zindagi ke azaab likhun ke khuwaab likhun
ye mera chehra, ye meri aankhen
bujhe hue se chiraagh jaise
jo phir se jalne ke muntazir hun
:rose
wo chaand chehra, sitaara aankhen
wo mehrbaanh saayadar zulfain
:rose
jinhun ne paimaah kiye thai mujh se
raffaqtun ke, muhabbaton ke
kaha tha mujh se ke aye mussafir rah-e waffah ke
jahaan bhi jaye ga hum bhi aayen gey sath tere
bane gey raaton mein chandni hum to din mein saaye bikheir dein gey
:rose
wo chaand chehra, sitaara aankhen
wo mehrbaanh saayadar zulfain
:rose
wo apne paimah raffaqton ke muhabbaton ke
shakast karke
najane abb kiss ki raahguzar ka munara-e roshni hue hain
magar mussafir ko kyaa khabar hai
wo chaand chehra to bujh gaya hai
sitaara aankhen to soo gayi hain
wo zulfain besaaya ho gayi hain
wo roshni aor wo saaye meri ataa thai
so meri raahon mein aaj bhi hain
ke main mussafir-eh waffah ka
:rose
wo chaand chehra sitaara aankhen
wo mehrban saayadar zulfain
:rose
hazaaron chehron hazaaron aankhen
hazaaron zulfoun ka aik sailaab-e-tund leker
mere taaqab mein aa rehe hain
har aik chehra hai chaand chehra
hain saari aankhen sitaara aankhen
tamaam mehrbaan saayadaar zulfain
main kiss ko chahun, main kiss ko chumoun
main kiss ke saaye mein beth jaaon
bachon ke toofan mein doob jaaon
ke mera chehra, na meri aankhen
:rose
mere Khuddaya! main zindagi ke azaab likhun ke khuwaab likhun....

sada khush rehye ameen sum ameen :dua
Comment