tujh se bicharne ka khayal seh nahi paata
phir bhi dil ki baat keh nahi paata
kyun hain aakhir zindagi mein is qadr majbooriaan
maut bhi nahi aati, zinda bhi reh nahi paata
Tu is tarah se mere dil main shamil hai
Jahan bhi jaoon lagta hai teri mehfil hai
Tapish Sooraj mein hoti hai
Tadapna sabko padta hai
kasoor aankhon ka hota hai
Tadapna dil ko padta hai
Bikhri hui zulfoon ko girahgeer bana lo,
rakhna hai mujhe kaid to zanjeer bana lo
kaagaz pe lakeeren to bahut kheech le tumne,
ab sab ko mila kar meri tasveer bana lo
Saamne baithe raho dil ko qaraar aa'aegaa
Jitnaa dekhenge tumheiN utnaa hi pyaar aa'aegaa
Dil ki bechaen umangon pe karam farmaao
Itna ruk ruk ke chalogi to qayamat hogi.
Mast nazaron se kyon dekha, gar tamanna thi aazmaane ki
hum to yoon hi ghayal they, kya zaroorat thi muskurane ki
Dil ki baat dil mein na rahe
aankhon ke khwaab aankhon mein na rahe
Dil ki baat isi liye keh di aap ko...
Ke galti se aap kisi aur ke dil mein na rahe
Chahe zindagi rahe na meri
Chahe koi na rahe mera apna
Bassti raho meri aankhon mei tum
Ban ke haseen ik sapna
Hum ne socha shaed hum hi hai jo chahte hai onko,
par onko chahne walo ka to kafila nikla
Dil ne kaha shikayat kar khuda se,
par khuda bi onko chahne wala nikla.
Raat Ko Jalte Diye bhi Din mai Buj jaya Karte Hai
Aur ek hum hai; jo ki Tere Pyar Me Din Raat Jala Karte Hai
Shaam hote hi chiragon ko bujha deta hoon
Yeh dil hi kaafi hai teri yaad main jalne ke liye
Jis shaam mere lab per tera naam na aaye,
Khuda kare aisi shaam na aaye....
Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin,
Afsaana likhnu aur tera naam ma aaye.
Ek Naam Kya Likha Tera Saahil Ki Rait Par
Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
Chiraagon Ki Roshni Jab Zara Hili,
Laga Tumahari Ek Aahat Si Mili
Jaake Dekha Jab Dar Pe,
To Phir Wahi Kafir Hawa Mili
Mere khuda mujhe thodi si zindagi dede
Udaas mere janaaze se jaa raha hai koi
ye zaruuri nahi har shakhs masiihaa hi ho
pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaayaa na karo
Tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai

Comment