Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Masood Pegham Collection 2008~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: TUMHEIN PYAR KAR KEY NIBHANA NA AAYA

    :)

    muqadar ko doon din raat ba'duaein
    jissey do dilon ko milana na aaya :)
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: Ishq Mein Kya Kya Merey Ishq Ki, Ki Na Buraii Logon Ney

      Originally posted by Masood View Post
      Zarabadast ghazal - aik aik shair apni misaal aap hai is mein....

      MEREY SURKH LAHO SEY CHAMKI JAANEY KITNEY HAATHON MEIN MEHNDI
      SHEHAR MEIN JIS DIN QATAL HUWA MAIN EID MANAII LOGON NEY :)


      zaberdastttt collection Masood....:)

      Meray surkh laho se chamki jane kitne hatoon main mehndii
      shehar main jis din qatal hoa Eid Manai logo ne...

      wah .zaberdastt....:)




      Comment


      • #18
        Re: ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~

        Originally posted by Masood View Post
        Assalamo allaikum...

        2008 mein apney naey collection key saath haazir hoon :)

        Is khoobsurat ghazal mein aakhri shair per ghaur kijiye - mujhey bohat pasand hai... MERI GODHON KEY PAALEY HUWEY - MUJHKO AANKHEIN DIKHANEY LAGEY
        wah..zabardast ..:rose

        Comment


        • #19
          Re: ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~

          Originally posted by Masood View Post
          Adam ki aik ghazal...
          Meri tishna mizajiyon main adam..
          Maykaday kay saroor rehtay hai..buhat khoobthmbup:
          Last edited by Capt.Abdur Rehman; 9 February 2008, 18:50.

          Comment


          • #20
            ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: TUM NEY JO MERI QABAR PEH AA KER YUN MUSKRAA DIA

            rose
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~

              ap ki sari collection bohat zaberdastt hai Masood..her gazal her nazam...apni apni jaga aik ehsaas byan kerti hain..:)





              Comment


              • #22
                Re: ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: TUM NEY JO MERI QABAR PEH AA KER YUN MUSKRAA

                Originally posted by Masood View Post
                rose
                ufff koi ilfaz nahi...itni dard naak hai yeh ghazal....




                Comment


                • #23
                  Re: Haath Diya Usney Merey Haath Mein

                  Originally posted by Masood View Post
                  Haath diya usney merey haath mein
                  main to wali ban geya ik raat mein
                  Ishk kero gay tu kamaao gay na..
                  tuhmatain bat'teen nahi khairaat main..buhat khoob:thmbup::rose

                  Comment


                  • #24
                    ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: TUM POOCHHO AUR MAIN NA BTAOUN AISEY TO HALAAT

                    Qateel Shifaii ki yeh ghazal apni misaal aap hai...
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #25
                      Re: Ishq Mein Kya Kya Merey Ishq Ki, Ki Na Buraii Logon Ney

                      Originally posted by Masood View Post
                      Zarabadast ghazal - aik aik shair apni misaal aap hai is mein....

                      MEREY SURKH LAHO SEY CHAMKI JAANEY KITNEY HAATHON MEIN MEHNDI
                      SHEHAR MEIN JIS DIN QATAL HUWA MAIN EID MANAII LOGON NEY :)
                      zabardast Masood bhai..buhat aalla..
                      itni different honay kay bawajood bhi dil ko cho janay wali poetry..kia kehnay..:rose

                      Comment


                      • #26
                        ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: WAIIZ-E-MOHTRAM IS TARHA AAP KA BADAH'KHANEY MEI

                        :wk
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: TUM POOCHHO AUR MAIN NA BTAOUN AISEY TO HALA

                          Originally posted by Masood View Post
                          Qateel Shifaii ki yeh ghazal apni misaal aap hai...
                          meray gahmggeen honay per ahbaab hain kiun hayraan kateel..
                          jasay main pathar hoon meray seenay main jazbaat nai.....kia kehnay:clap:

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: WAIIZ-E-MOHTRAM IS TARHA AAP KA BADAH'KHANEY

                            Originally posted by Masood View Post
                            :wk
                            aay ga hashr daikha jaay ga tab,kiun abhi say daren sheikh g baysabab
                            hain baray keemti umer kay chaar din in ko yunhi gun'waana buri baat ha......
                            buhat khoob:rose

                            Comment


                            • #29
                              ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: YEH UDAAS UDAAS THANDAK JO ASEER HAI PAWWAN MEIN

                              Main liyey liyey phira hoon gham-e-zindagi ka lasha
                              kabhi apni khilwaton mein kabhi teri anjuman mein
                              meri muflasi sey bach ker kahin door janey waley
                              yeh sakoon na mil sakey ga tujhey reshmi kafan mein
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~*~Masood Pegham Collection 2008~*~: YEH UDAAS UDAAS THANDAK JO ASEER HAI PAWWAN

                                Originally posted by Masood View Post
                                Main liyey liyey phira hoon gham-e-zindagi ka lasha
                                kabhi apni khilwaton mein kabhi teri anjuman mein
                                meri muflasi sey bach ker kahin door janey waley
                                yeh sakoon na mil sakey ga tujhey reshmi kafan mein
                                yay shair mujay buhat hi acha laga..:

                                main liay liay phira hoon gham-e-zindaggi ka laasha
                                kabhi apni khalwaton main kabhi teri anjuman main

                                buhat khoob
                                khush rahiyay Masood Bhai)

                                Comment

                                Working...
                                X