Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

SADAFASLAM ki Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

    Bohat Umdah Intakhaab.
    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

    Comment


    • Re: Qabeela aik hai apna!!!!!

      Originally posted by SADAFASLAM View Post
      Qabeela aik hai apna!!!!!

      wohi dard-e-judai hai
      whi bheegi hui palkain

      naseeba aik hai apna!!!

      kisi se kuch nahi kehna
      koi shikwa nahi karna

      Qareena aik hai apna!!

      kisi ki yaad se
      weraani-e-dil jagmaga laina

      khazeena aik hai apna!!

      yaqeen ki aakhri had tak
      milan ki khushgumani hai

      nateeja aik hai apna!
      Wonderful Sharing:rose
      ***************
      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

      Comment


      • Re: Phir Bhi Larkiyan

        Bohat Umdah.
        aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
        kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

        Comment


        • Re: تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

          just awesome.....
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • Re: تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

            Super Goood
            Originally posted by SADAFASLAM View Post
            تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں..........

            تجھ سے خوشبو کے مراسم تجھے کیسے کہیں
            میری سوچوں کا اُفق تیری محبت کا فسوں
            میرے جذبوں کا دل تیری عنایت کی نظر
            کیسے خوابوں کے جزیروں کو ہم تاراج کریں
            تجھ کو بھولیں کہ تجھے یاد کریں
            اب کوئی اور نہیں میری تمنا کا دل
            اب تو باقی ہی نہیں کچھ جسے برباد کریں
            تیری تقسیم کسی طور ہمیں منظور نہ تھی
            پھر سرزم جو آئے تو تہی داماں آئے
            چن لیا دردٍ مسیحائی تیری دلدار نگاہی کے عوض
            ہم نے جی ہار دیئے، لُٹ بھی گئے
            کیسےممکن ہے بھلا خود کو تیرے سحر سے آزاد کریں
            تجھ کو بھولیں کہ تجھے یاد کریں
            اس قدر سہل نہیں میری چاہت کا سفر
            ہم نے کانٹے بھی چنے روح کے آزار بھی سہے
            ہم سے جذبوںکی شرح نہ ہو سکی کیا کرتے
            بس تیری جیت کی خواہش نے کیاہم کونڈھال
            اب اسی سوچ میں گذریں گے مہ و سال مرے
            تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

            Comment


            • Re: تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

              nice
              sigpic

              Comment


              • Re: تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

                Beautifulllll......

                Comment


                • Re: Qabeela aik hai apna!!!!!

                  Buhat Acha Intakhab hai. Nice Sharing Janab:jazak:

                  Comment


                  • Re: تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

                    buhat acha Intkhab hai

                    Comment


                    • Re: تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

                      Lajawab shaiery hay parh kar tabeihat khush ho gaye

                      Comment


                      • Re: SADAFASLAM ki Choice

                        :salam:

                        ishq mai ghairat-e-jzbaat ne rone na dya
                        wrna kya baat thi ks baat ne rone na diya

                        ap kehte the k rone se na badlain ge nasiib
                        umr bhar apki is baat ne rone na diya

                        rone walo se keh do unka b rona ro lain
                        jnko majburi-e- halaat ne rone na diya

                        tjse mil kr hamain rona tha,bohat rona tha
                        tangi-e-waqt-e-mulaqat ne rone na diya

                        ek do roz kaa sadmaa ho to ro lain
                        hmko hr roz k sadmaat ne rone na diya

                        Comment


                        • Re: SADAFASLAM ki Choice

                          Abb kiaa likheien KAaGHAZ par

                          Abb kiaa likheien KAaGHAZ par
                          Abb likhne ko kiaa baaqi hai

                          EK dil tha wo BHI toot gAya
                          Abb Tootne ko kiaa baaqi hai

                          EK shakhs ko humne chaha tha
                          EK RAit par nakhs banaya thaa
                          WO Rait tou kab ki bikhar gayi

                          HUm jinko apni nazmon kaa
                          unwan banaya karte thaii
                          KAghaz ko sajaya karte thai
                          WO humko AKela chor gaya
                          SUb RIshton se Munh morr gaya

                          Abb raskte saray soone hien
                          WO pyar kahan abb baaki hai
                          Abb kiaa likhein hum kaghaz par

                          Comment


                          • Re: SADAFASLAM ki Choice

                            Originally posted by SADAFASLAM View Post
                            Abb kiaa likheien KAaGHAZ par


                            Abb kiaa likheien KAaGHAZ par
                            Abb likhne ko kiaa baaqi hai

                            EK dil tha wo BHI toot gAya
                            Abb Tootne ko kiaa baaqi hai

                            EK shakhs ko humne chaha tha
                            EK RAit par nakhs banaya thaa
                            WO Rait tou kab ki bikhar gayi

                            HUm jinko apni nazmon kaa
                            unwan banaya karte thaii
                            KAghaz ko sajaya karte thai
                            WO humko AKela chor gaya
                            SUb RIshton se Munh morr gaya

                            Abb raskte saray soone hien
                            WO pyar kahan abb baaki hai

                            Abb kiaa likhein hum kaghaz par
                            Bohat Khoob.
                            aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                            kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                            Comment


                            • Re: SADAFASLAM ki Choice

                              Waah janab bahot khoobsurat sharing
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: SADAFASLAM ki Choice

                                >>Ussay Kahna<<

                                Ussay Kahna
                                Kisi bhi sham main milnay chalay aaye
                                Mujhay aik nazm likhni hay
                                Sunahri Dhoop k jaisa tere rang-o-Roop ujla sa
                                Dhulay Barish se dekho to haseen piyaray nazaray hain
                                Falak k isteaaray hain
                                Yah Teri aankh jaisay hain
                                So in sab par
                                Mujhay aik nazm likhni hay
                                Ussay kahna Murree ki jhoomti chanchal hawaoon si
                                Teri in shokh zulfoon par
                                Mujhay kuch shair kahnay hain
                                Nasheeli ankhon main Teri sharaboon ki si masti hay
                                Teri narm palkoon par yah jitney bhi sitaray hain
                                Mujhay in sab KO choona hay
                                Teray in band honton main chupi Jo muskurahat hay
                                Yahi to shairi hay bas
                                Mujhay aik nazm likhni hay
                                Ussay kahna
                                Teri aankhain bohat kuch bolti hain
                                Teri batain shehad SA gholti hain
                                Yah phoolon par giri shabnam teray galoon k jaisi hay
                                Chamakti chandni jaisi Teri roshan jabeen par bhi
                                Mujhay aik
                                nazm likhni hay
                                Ghani shakhoon k Patton main chupa woh chand piyara SA
                                Teray chahray k jaisa hay
                                Teray is chand chahray par mujhay kuch shair kahnay hain
                                Ussay kahna mujhay aik nazm likhni hay

                                Comment

                                Working...
                                X