Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

SADAFASLAM ki Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Usay rokte bhi to kis lia?

    buht achi hai...
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • Re: mujhe batlana nahi aata...

      awesome!!
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • Re: mujhe batlana nahi aata...

        beautiful...:)
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • Re: mujhe batlana nahi aata...

          Bohat Khoob.
          aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
          kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

          Comment


          • Re: Usay rokte bhi to kis lia?

            Bohat khoob.
            aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
            kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

            Comment


            • Re: baadal bhi thaa aur vo

              Nice sharing ...........
              sigpic

              Comment


              • Re: baadal bhi thaa aur vo

                aakhri misra...wah kya kehna.....
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • Re: baadal bhi thaa aur vo

                  ajanbi shaharon mein rahte umr sari kaT gai
                  go zara se fasle par ghar ki har raahat bhi thi

                  kyaa qayaamat hai "Munir" ab yaad bhi aate nahi
                  vo purane aashna jin se hamein ulfat bhi thi
                  Nice Sharing

                  Comment


                  • Re: mujhe batlana nahi aata...

                    Yeh ghazal kitni achi hai
                    muje sahi batllana nahin ata

                    very good thanks

                    Comment


                    • Re: mujhe batlana nahi aata...

                      bohat achi hai
                      sigpic

                      Comment


                      • Phir Bhi Larkiyan

                        PHIR BHI LARKIYAN ADHOORI BAATEIN KEHTI HI ACHI LAGTI HEIN..........!!!

                        adhoori baaton ki fiza mein
                        adhoori baaton ka maza
                        chale to kabhi ab-e-hayat jaisa, kabhi haak jaisa
                        kabhi khwabon mein azaab jaisa, kabhi azaab mein sawaab jaisa
                        kabhi barishon mein khiltey ghulab jaisa
                        kabhi khwahishon k behtey saraab jaisa
                        phir b larkiyan adhoori baatein kehti achi lagti hein
                        aankhein kholein to lafz na kholein
                        dil kholein to khayal na kholein
                        waswason k anjaan jaziron mein
                        kabhi rul jayein to deir talak na bolein
                        adhoori baatein, bewaja baatein, bekhayaal baatein
                        jo shuru ho kar kabhi khatam na hoon
                        aankh macholi khelein, gum na hoon
                        adhoori benaam baatein, beqarar baatein, beshumaar baatein
                        hamesha benaam nahi hotien, gumnaam nahi hotien
                        sukh ki chadar mein lipti larkiyan hamesha sukh kineend nahi sotien
                        khwahishon ki moun band kaliyan munafikat hi sarzameen par
                        chup chup rotien, aksar khul nahi patien
                        adhoori baaton mein dorhti chupti adhoori khawahish
                        magar adhoori batein sunnana hamesha achi lagti hein
                        jo aankhien dier tak nahi sotien, subha jalti hein
                        ek makaan k bech ek makaan bana kar is mein rehte
                        larkiyan pal pal mein sadiyon k anokhey dukh jheylti hein
                        phir bhi larkiyan adhoori baatein kehti achi lagti hein

                        Comment


                        • تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

                          تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں..........
                          تجھ سے خوشبو کے مراسم تجھے کیسے کہیں
                          میری سوچوں کا اُفق تیری محبت کا فسوں
                          میرے جذبوں کا دل تیری عنایت کی نظر
                          کیسے خوابوں کے جزیروں کو ہم تاراج کریں
                          تجھ کو بھولیں کہ تجھے یاد کریں
                          اب کوئی اور نہیں میری تمنا کا دل
                          اب تو باقی ہی نہیں کچھ جسے برباد کریں
                          تیری تقسیم کسی طور ہمیں منظور نہ تھی
                          پھر سرزم جو آئے تو تہی داماں آئے
                          چن لیا دردٍ مسیحائی تیری دلدار نگاہی کے عوض
                          ہم نے جی ہار دیئے، لُٹ بھی گئے
                          کیسےممکن ہے بھلا خود کو تیرے سحر سے آزاد کریں
                          تجھ کو بھولیں کہ تجھے یاد کریں
                          اس قدر سہل نہیں میری چاہت کا سفر
                          ہم نے کانٹے بھی چنے روح کے آزار بھی سہے
                          ہم سے جذبوںکی شرح نہ ہو سکی کیا کرتے
                          بس تیری جیت کی خواہش نے کیاہم کونڈھال
                          اب اسی سوچ میں گذریں گے مہ و سال مرے
                          تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

                          Comment


                          • Qabeela aik hai apna!!!!!

                            Qabeela aik hai apna!!!!!

                            wohi dard-e-judai hai
                            whi bheegi hui palkain

                            naseeba aik hai apna!!!

                            kisi se kuch nahi kehna
                            koi shikwa nahi karna

                            Qareena aik hai apna!!

                            kisi ki yaad se
                            weraani-e-dil jagmaga laina

                            khazeena aik hai apna!!

                            yaqeen ki aakhri had tak
                            milan ki khushgumani hai

                            nateeja aik hai apna!

                            Comment


                            • Re: Qabeela aik hai apna!!!!!

                              nateeja ek hai apna........wah
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: تجھ سے ہاریں کہ تجھے مات کریں

                                beautiful words......
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X