Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kahan Ye Bas Mein Hai...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kahan Ye Bas Mein Hai...

    Kahan ye bas mein hai ke hum khud ko hosala dete...
    Yehi bohot tha ke har gham pe muskura dete...
    Hawa ki dor ulajhti jo ungliyon se kabhi...
    Hum aasman pe tera nam tak saja dete...
    Hamare aks mein jo hoti zakham-e-dil kijhalak...
    Hum aaiene ko bhi apni terha rula dete...
    Hamein bhi roshniyon per jo dastaras hoti...
    Kabhi chirag jalate aur kabhi bujha dete...
    Hamare paaon hawaon ki zad mein the warna...
    Guzarti umar ko ruk ruk ke hum sada dete...
    Ab iski yaad mein sochte rehte hai...
    Wo khuwab bhi nahi tha ke hum bhula dete...


  • #2
    Re: Kahan Ye Bas Mein Hai...

    Ahhaaa Buhat Khooob
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #3
      Re: Kahan Ye Bas Mein Hai...

      delicious poetry

      Comment


      • #4
        Re: Kahan Ye Bas Mein Hai...

        Originally posted by La'hasil View Post
        Ahhaaa Buhat Khooob
        shukriya la hasil baji...
        Originally posted by raafi View Post
        delicious poetry
        shukriya raafi bhai...

        Comment


        • #5
          Re: Kahan Ye Bas Mein Hai...

          very nyc
          wo mujh sai aksaar
          kehti thi k tujhe
          appna k choorun
          gi or phir yun hi hova
          uss nai apna banaya or chor diya.....

          Comment


          • #6
            Re: Kahan Ye Bas Mein Hai...

            Originally posted by barsaat786 View Post
            very nyc
            shukriya jee...

            Comment

            Working...
            X