In andheron se kehdo kahin aur jaaein
pher liya ha maine chehra apna aur badli ha apni raahein
Woh roshni lekar meri zindagi mein the aaye
andheri raahon mein chandni the le aaye
Hass ke thaam liya tha kanpkapata haath mera
kasmein khaayi thi ke chorunga na kabhi haath tera
Pyaar hota kya ha yea samjhaya usne
haan main tumhara hi hoon yea keh ker uljhaya usne
Woh sapna tha ek
Woh nashaa tah ek
Woh junoon tha ek
Aankh khulte hi gumnaam andheron ne ghera ha humein
Woh sapna tumahra nahi yeah keh ker jhinjhora humein

Comment