Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya

    Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya
    Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya

    Wafa ke dasht mein raasta nahee mila koi
    Siwayye gard-e-safar humsafar nahee aaya

    Kisi chiraag ne poochi nahee khabbar meri
    Koi bhi phool mere naam per nahee aaya

    Pallat ker aane lagay shaam ke parinday bhi
    Hamara subha ka bhoola magar nahee aaya

    Humein yakeen hai woh wada khilaaf
    Yeh umer kaise kategi agar nahee aaya ...
    sigpic

  • #2
    dekho kisi ka apna usse aj phir chuta hai

    andheri raat main asman se ik tara ttuta hai
    dekho kisi ka apna usse aj phir chuta hai

    dekho asman phunt phunt k ro raha hai our ik baar
    haan kisi ka dill ajj phir tuta hai

    dekho dali ko wo phool din main murjha gaya
    shayad kisi ka sanam aaj phir rotha hai

    laa raha hai musam ajj dariya main tufan
    lag raha hai kisi ka dill ajj gum main phir dubba hai

    sisakiya le kar chal rahi hain hawain
    dekho kisi ki ka dia ajj phir bujha hai

    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya

      Originally posted by mekaal View Post
      Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya

      Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya

      Wafa ke dasht mein raasta nahee mila koi
      Siwayye gard-e-safar humsafar nahee aaya

      Kisi chiraag ne poochi nahee khabbar meri
      Koi bhi phool mere naam per nahee aaya

      Pallat ker aane lagay shaam ke parinday bhi
      Hamara subha ka bhoola magar nahee aaya

      Humein yakeen hai woh wada khilaaf

      Yeh umer kaise kategi agar nahee aaya ...
      hmmm gr8

      Comment

      Working...
      X