Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shaz Ki Passand , Aap Kay Liye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: shaz ki pasand , app k liyey

    :36_3_6[1]:
    Attached Files
    ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
    ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

    Comment


    • #92
      Re: shaz ki pasand , app k liyey

      raat bhur merey pehlo main basera kar k
      woh ja rahey main ab sawera kar k

      mujh sey routh jayey woh tu kuch aesa lagey
      chal dya ho ghr main koi andhera kar k

      rooz nikhaarta hoon main rooh ko apni
      terey pyar ki dhoop sey sunhera kar k

      main jana bhi gur chahoon tu rouk leta hay
      apni adaoon k merey char sou pehra kar k

      rooz statey hain aur mnatey hain tujhey
      samney apni ankhon k , tera chehra kar k

      ajeeb shks hay khushuon ka jahan dhondta hay
      apni her khushi ko mera kar k

      mujhey gawarah hay phir gur mout bhi ajaey
      khushbouoon k sabhi mousamoon ko tera kar k
      ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
      ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

      Comment


      • #93
        Re: jub yuon hi kabhi bethey bethey

        shukriyaaaa
        ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
        ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

        Comment


        • #94
          Re: shaz ki pasand , app k liyey

          salam
          hru
          last 1 is nice poetry

          Comment


          • #95
            Re: shaz ki pasand , app k liyey

            nakam nahe naashaad nahe
            mai qais nahe farhad nahe
            puno bhe nahe ranjha b nahe
            wamiq bhe nahe mirza bhe nahe
            wo loog tu bas afsana thy
            es shiddat say by'gana thay
            mai zinda ek haqeqat hon
            sarapa jazba-e-fulfat hon
            mai tum ko dekh k jeeta hon
            har lamha tum pe marta hon
            mai esi mohabbat karta hon
            tum kesi mohabbat kartay ho?

            tum jaha bhe beth kar jatay ho
            jis cheez ko hath lagatay ho
            mai wahe pe betha rehta hon
            us cheez ko chuta rehta hon
            main aisi mohabbt karta hoon
            tum kesi mohabbat karty ho

            tum jis se huns k milti ho
            main us ko dost banata hoon
            tum jis rustay par chalti ho
            main us say aata jata hoon
            main aisi mohabbat karta hoon
            tum kaisi mohabbat karty ho

            tum jin ko daykhti rehti ho
            wo khuwab....sarhanay rakhta hoon
            tum say milnay julnay k
            kitnay hi bahanay rakhta hoon
            main aisi mohabbat karta hoon
            tum kaisi mohabbat karti ho

            kuch khuwab saja kar aankhoon main
            palkon say moti chunta hoon
            koi lums agar choo jaa a to
            main pehroon us ko sochta hoon
            main...aisi mohabbat karta hoon
            tum kaisi mohabbat karti ho

            Comment


            • #96
              Re: shaz ki pasand , app k liyey

              Jab rat k tanha lamho main,
              Koi ahat mujh se kehti hai,
              Iss dil main halchal rehti hai,
              Koi jugno pas se guzre tou,
              Koi baat halak se nikle tou,
              Main khudse uljhne lagta hon,
              Phir jane kya kya kehta hon,
              Phir yad tumhari aati hai,
              Phir pal do pal k lamhe ko,
              Yeh sans meri ruk jati hai,
              Ik shola dil main bharakta hai,
              Woh dard sehar tak rehta hai,
              Phir weham mujhe yeh kehta hai,
              Koi mere dil main rehta hai.

              Comment


              • #97
                Re: shaz ki pasand , app k liyey

                Ek hi manzar yeh har raat ka hota hy
                Chaand bhi aakar meri chhatt pe rota hy
                Palkon main nami hoti hy bikhri bikhri
                Dil phir bhi nayi umeed koi pirota hy

                Comment


                • #98
                  us ka hath

                  :36_3_22[1]:
                  Attached Files
                  ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
                  ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

                  Comment


                  • #99
                    Re: us ka hath

                    bohat khoob
                    Allah

                    Comment


                    • Re: Shaz Ki Passand , Aap Kay Liye

                      beyhiss hain
                      Attached Files
                      ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
                      ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

                      Comment


                      • Re: Shaz Ki Passand , Aap Kay Liye

                        very nice

                        Comment


                        • Re: Shaz Ki Passand , Aap Kay Liye

                          very nice poetry

                          Comment


                          • Re: Shaz Ki Passand , Aap Kay Liye

                            nice Shaz
                            zaberdast

                            Comment


                            • Re: Shaz Ki Passand , Aap Kay Liye

                              Originally posted by SHAZ View Post
                              beyhiss hain
                              Assalamo Allaikum dear SHAZ JEE:)
                              WAAAHHHHHHH BUHT HI KHOOOB:eye::rose
                              BUHT HI UMDAA CHOICE AND DESIGNING HAI
                              KEEP SHARING ...
                              :salam:
                              HUMAISHA KHUSH REHYE

                              Comment


                              • Re: Shaz Ki Passand , Aap Kay Liye


                                can i share sumthin aswell..??

                                rose:rose
                                ker reha tha gham e jaan ka hisaab
                                ajj tum yaad be hisaab aaaye

                                :rose

                                gar mujhe bhula paaye to mujhe bhi samjhana
                                dill se naqash yaadun k kistarah nikalte hain

                                :rose
                                KITNA YAAD AATE HO POCHTE HO KIU MUJH SE
                                JITNAAA YAAD KARTE HO UTTNNE YAAD AATE HO

                                :rose
                                CHAMAK utthta hai sar e shaam teri yaad ka chaand
                                kabhi tareeek na dekhi shab e furqat main ne
                                :rose

                                kuch log khaayalon se chale jaain to sooain
                                beete howe din raat na YAAD AAain to sooain
                                chehre jo kabhi hum ko dikhaayi nahi dain ge
                                aa aa k tasawur main na tardpaain to sooain

                                :rose
                                ho gai dill ko teri Yaad se ik nisbat khas
                                abb to shayad hi mayasar kabhi tanhaayi ho
                                :rose
                                qabaaye jism k her taar se guzarte howe
                                kiran ka payaar mujhe aaftaab kar de ga
                                meri tarah koi hai jo zindagi aappni
                                tumhaari YAAD k naam intasab kar de ga

                                :rose
                                rooh ko tardpa rehi hai unki yaad
                                dard ban k chaah rehi hai unki yaad
                                ishq se ghabra rehi hai uki yaad
                                rukte rukte aarehi hai unki yaad

                                :rose

                                unn se bhii cheen lo ge yaad appni
                                jin kaa imaan ho gai ho gi

                                rose:rose



                                khush reho humaisha

                                Comment

                                Working...
                                X