bari pur-sakoon thi ye zindagi,naya dard kisne jagah dia
kisi be nayaz nigah ne meri wahshaton ko barha dia
mere kam sukhn ka ye hukm tha ke kalim usse mei kam karoN
mere honth aese siley ke meri chup ne ussse rula dia
ussse shair sunne ka shoq tha mujhe arz-e-haal ka zoq tha
isssi zoq shoq mei ak din usse hal-e-dil sunna dia

wo nigah kesi nigah thi,ye garaiz kesa garaiz tha
mujhe dekh kar bhi na dekhna isss ada ne hal-dil sunna dia

kisi naaam se kisi yaaad se mere dil ki bazm saji rahe
kabhi ye chirag jala dia kabhi wo chirag jala dia......

Comment