Hasna hAi Kabhi rOna hAi
KhOna hAi Kabhi Paana hAi
Qismat Ka tO Yahi FaSana hAi
Samjha hAi Yahii jAna hAi, Har Lamha AnjAna hAi
QiSmat Ka tO Yahii FaSana hAi
KhOna hAi Kabhi Paana hAi
Qismat Ka tO Yahi FaSana hAi
Samjha hAi Yahii jAna hAi, Har Lamha AnjAna hAi
QiSmat Ka tO Yahii FaSana hAi
kOii Kahay Chaandii kOii Kahay Sona
Insaan hAi Mitti Ka KhilOna
Jewaan tO hAi Eik Safar, Kab Khatam hO Kya Khabar
Eik Pal Mein Yahaan Jeena hAi dOjay Pal Mar jAna hAi
Qismat Ka tO Yahi FaSana hAi
Insaan hAi Mitti Ka KhilOna
Jewaan tO hAi Eik Safar, Kab Khatam hO Kya Khabar
Eik Pal Mein Yahaan Jeena hAi dOjay Pal Mar jAna hAi
Qismat Ka tO Yahi FaSana hAi
Kabhi hAi Sanwarna Kabhi hAi BikhaRna
Kabhi tO hAi Milna Kabhi hAi BiChaRna
RiShtay hAin kyOn AjnAbii, dUshwaar hAi Zindgii
Uljhan Kay DhaagOn kO Jewaan Bhar Suljhana hAi
Qismat Ka tO Yahi FaSana hAi
Kabhi tO hAi Milna Kabhi hAi BiChaRna
RiShtay hAin kyOn AjnAbii, dUshwaar hAi Zindgii
Uljhan Kay DhaagOn kO Jewaan Bhar Suljhana hAi
Qismat Ka tO Yahi FaSana hAi
Aatay hAin Ujaalay jAtay hAin AndhaiRay
Aatii hAin Khizaaien jAtii hAin BahaaRien
Qismat Yahi Sab Karay Gii, hOnii tO hO Kay Rahay Gii
Likha hAi jO hOna hAi BaaQii tO Sab Bahana hAi
Qismat Ka tO Yahii FaSana hAi
Aatii hAin Khizaaien jAtii hAin BahaaRien
Qismat Yahi Sab Karay Gii, hOnii tO hO Kay Rahay Gii
Likha hAi jO hOna hAi BaaQii tO Sab Bahana hAi
Qismat Ka tO Yahii FaSana hAi
DekhO Na Yeh Qismat Kii MajbOorii
Dil Nahien Kehna Chahay ZarOorii
Kaisay Kahien Kya hUa, Kehna Bhi hAi Eik Saza
AshkOn Kay Samandar Mein LafzOn kO dOob jAna hAi
Qismat Ka tO Yahi FaSana hAi
Dil Nahien Kehna Chahay ZarOorii
Kaisay Kahien Kya hUa, Kehna Bhi hAi Eik Saza
AshkOn Kay Samandar Mein LafzOn kO dOob jAna hAi
Qismat Ka tO Yahi FaSana hAi
Comment