Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tere Ishq Ki Inteha Chahata Hon

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tere Ishq Ki Inteha Chahata Hon

    Tere Ishq Ki Inteha Chahata Hon

    Tere ishq ki inteha chahata hon
    meri sadgi dekh mein kiya chahata hon

    ye junnat mubarik rahe zahidon ko
    ke mein app mein samana chahata hon

    kuch dam ka mehmaaan hon aey ahal_e mehfil
    chiragh_e_sahar hon, bhujanna chahata hon

    bhari bazm mein raaz ki baat keh di
    banda bey-adab hon, saza chahata hon..


    Allama Iqbal

  • #2
    Re: Tere Ishq Ki Inteha Chahata Hon

    umm bahut ache hai
    wase mile kahan se

    Comment


    • #3
      Re: Tere Ishq Ki Inteha Chahata Hon

      yeh pak k aik drama main b the kisi ne gayee b the
      nahi mile the

      Comment


      • #4
        Re: Tere Ishq Ki Inteha Chahata Hon

        Originally posted by crying eyes View Post
        Tere Ishq Ki Inteha Chahata Hon

        Tere ishq ki inteha chahata hon
        meri sadgi dekh mein kiya chahata hon
        ye junnat mubarik rahe zahidon ko
        ke mein app mein samana chahata hon
        kuch dam ka mehmaaan hon aey ahal_e mehfil
        chiragh_e_sahar hon, bhujanna chahata hon
        bhari bazm mein raaz ki baat keh di
        banda bey-adab hon, saza chahata hon..

        Allama Iqbal

        Iqbal ki yeh ghazal bohat khoobsurat hai, magar mujhey afsos hai keh jo sharing aap ney ki hai, us mein kaafi ghaltiyaan hain - asal ghazal yun hai:

        tere ishq ki intihaa chahta hoon
        meri sadgi dekh, kya chahta hoon
        sitam ho keh ho wadah-e-be'hijabi
        koi baat sabar aazma chahta hoon
        yeh jannat mubarak rahey zahidon ko
        keh main aap ka samna chahta hoon
        zara sa to dil hoon magar shokh itna
        wohi lan'tarani suna chahta hoon
        kuchh dam ka mehmaan hoon aey ahl-e-mehfil
        bhari bazm mein raaz ki baat kah di
        bada be'adb hoon saza chahta hoon
        chiragh-e-sehar hoon, bujha chahta hoon

        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        Working...
        X