Chubhan nahi hai, magar iztiraab kafi hia
Hamari aankh ko tera hi khawab kafi hia
Woh chunta rehta hia qalian na jane kion din bhar
Mera chaman ko faqat ik tera gulab kafi hia
Nibha raha hai zamane se jiss tarah woh shakhs
Bus apne waaste itna hi azaab kafi hia
Main uss ki yadoon ko orr'hoon ya phaink doon bahir
Khayal hia keh mera yeh jawab kafi hia
Kabhi to aankh tumhari bhi zair-e-aab aaye
Mujhe to raitt ka dariya sarab kafi hia

Comment