Diyaar-e-Dil Ki Raat Mein Chiragh Sa Jala Gaya
Mila Nahi Tu Kia Howa o Shakal Tu Dikha Gaya
Judaiyoon K Zakham Dard-e-Zindagi Ne Bhar Diye
Tujhe Bhi Nend A Gai Mujhe Bhi Saber A Gaya
Ye Subha Ki Safaidiyan Ya Dophar Ki Zardiyaan
Abb Aaine Mein Dekhta Hoon Mein Kahan Chala Gaya
Pukarti Hain Fursatein Kahan Gai Wo Sohabatein
Zameen Nighal Gai Unhay Ya Asman Kha Gaya
Wo Dosti Tu Khair Abb Nasib-e-Dushman Hoi
Wo Choti Choti Ranjishoon Ka Luft Bhi Chala Gaya
Ye Kis Khushi Ki Rait Per Ghumon Ko Nend Aa Gai
Wo Lehar Kis Taraf Gai Ye Mein Kahan Sama Gaya
Gaye Dino Ki Lash Per Paray Raho Gay Kub Talak
Utho Amal Kashoo Utho K Aftab Sar Pe a Gaya

Comment