Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"daikho To Sahi"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "daikho To Sahi"

    "DAIKHO TO SAHI"
    kitnay din beet gayay hain daikho to sahi
    kitnay chiragh bujh gayay hain daikho to sahi
    mausam bahar ka phr tanha guzar gaya
    khizaan ek bar phr agayee hai daiho to sahi
    kitni chahat say likhti thi mai naam tumhara
    wo qalam hi tordia hai zara daikho to sahi
    itni asaani say to milti nahi nafrat bhi laykin
    tumnay hasil shuda piyar thukradia daikho to sahi
    anchal mai apnay chupayay thay moti bohat
    ab k zabt tutnay say saylab ravan hai daikho to sahi
    ana rokti hai mujhay har bar jhuknay say magar
    kitni bar tumnay jhukaya hai daikho to sahi
    faqeer ban kar teray kuchay mai akar ,
    kitni aas say daikhtay hain tumhain daikho to sahi

    Miss You

  • #2
    Re: "daikho To Sahi"

    :)

    Comment


    • #3
      Re: "daikho To Sahi"

      hansi a ghi...means k ap ko pasand ayi poem
      Miss You

      Comment


      • #4
        Re: "daikho To Sahi"

        hahahahahhaahahhaha

        es ka pher yeh matlab huwa k mujy ziyada pasand ai hay

        Comment


        • #5
          Re: "daikho To Sahi"

          very Nice sharing..

          Comment


          • #6
            Re: "daikho To Sahi"

            itna zor se mat hansay zarzala na a jay
            Miss You

            Comment


            • #7
              Re: "daikho To Sahi"

              hmmmm very nice
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: "daikho To Sahi"

                shukerya janab
                Miss You

                Comment

                Working...
                X