Mehmaan
Ban k hamare ghar kabhi mehman aaiye
Dil ka nagar bin aap k sunsan aaiye
Khawabon main khayalon main to aate ho shab-o-roz
Haqeeqat main kisi roz meri jan aaiye
Pal do pal ko bakhshiye hamain sharf-e-mulaqat
itna sa sanam aap ka ehsaan chahye
Ham to kab k kar chuke hain aitraf-e-ishq
Karte hain pyar aap bhi ab maan jaaiye
Aankhon main sharam, maathe pe shikan, honton pe muskan
Kis kis ada pe aap ki qurban jaaiye
Zindagi ko soorat-e-ghazal tehreer hai kya
Aap ki soorat main ik unwaan chahye

Comment