From Umeyra ahmed's novel (Eman, umeed aur muhabbat)
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
tareek jungle
Collapse
X
-
Re: tareek jungle
Originally posted by Xenya View PostFrom Umeyra ahmed's novel (Eman, umeed aur muhabbat)
anyways gud sharing:thmbup:
Comment
-
Re: tareek jungle
Bari Majarat Ke Sath Xenya Ji
Ke Mohabat Kabhi Tareek Nahi Ho Sakti Ye To Who Jugno Hae Jo Dil Ke Kisi Kone Main Jagmagata Hae Or Pore Wajod Ko khobsorat or hassin bana deta hae Mohabat Wajod Ke Gird Hissar Bandh Deta Hae, Is Se Ankhon Ke Chamak Bahr Jati Hae Ankhon Main Sitare Chamakne Lagte Hain Dil Har Waqat Muskorata Rhata Hae dumya hassin lagne lagti hae, Hna Ye Alag Bat Hae Ke Koi Agar Hosol E Mohabat Main Kamiyab Nahi Hota To Who Apne Ap Ko Tareeki Main Dobo De Magar Mohabt Main Jo Sirif Kholi Ankhon Se Sapne Dekhte Hain Who Tareeki Main Jate Hain Warna Mohabat Karne Walon Ke Ke Liye Hosol Jarori Nahi Hae Ye To Who Jazba Hae Jo Sat Samondar Par Bhi Barqarar Rhata Hae
Lafzon Ka Daman Bhigo Diya Tum Ne,,,
Be Wafai Ab Itna Gamnak Shaniyha Bhi Nahi;;;;;;;;;;;
Comment
Comment