Zindagi ki tapti dhoop me 1 thanda saya paya he me ne
Jab kholi ankh to apni maa ko muskurata hoa paya he me ne
Jab bhi maa ka nam liya,,
Us ka beshumar piyar paya he me ne
Jab koi dard mehsoos hoa, jab koi mushkil aai
Apne pehlo me apni maa ko paya he me ne
Jagti rahein wo rat bher mere liye.....
Jane kitni ratein unhe jagaya he me ne
Jiss ki DUA se her musibat laout jae
Aisa farishta paya he me ne
Meri her fikar ko janne wali........
Mere jazboon ko pehchane wali
Aisi hasti paai he me ne
Meri zindagi sirf meri man he
ISs k liye to iss zindagi ki shamma jala rakhi he me ne........
Jab kholi ankh to apni maa ko muskurata hoa paya he me ne
Jab bhi maa ka nam liya,,
Us ka beshumar piyar paya he me ne
Jab koi dard mehsoos hoa, jab koi mushkil aai
Apne pehlo me apni maa ko paya he me ne
Jagti rahein wo rat bher mere liye.....
Jane kitni ratein unhe jagaya he me ne
Jiss ki DUA se her musibat laout jae
Aisa farishta paya he me ne
Meri her fikar ko janne wali........
Mere jazboon ko pehchane wali
Aisi hasti paai he me ne
Meri zindagi sirf meri man he
ISs k liye to iss zindagi ki shamma jala rakhi he me ne........
Comment