Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashar Related to the Topic Competition September 2007

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ashar Related to the Topic Competition September 2007

    Assalaam-0-Alaikom:salam:
    Bazm-e-Shairi
    K is silsila
    main hum app ko khush amdeed kehtey hain
    Jaisa k app sub jantey hain is Competion main
    diya gayeshair main jo main idea haii us sey related nazm ,
    qata'a ya shair share krnaa hai
    ek baat k app sirf mashoor sho'ra ka qalam hi share kr
    saktey hian ,or hr participant zayda sey zayda
    5 entries kr sakta hai
    Iss month September main humney topic
    rakha hai

    "Woh na ayega humain maloom tha
    intezar is ka kuch sooch kr mager krtey rahey "

    yani k haqeeqat maloom hai k mehboob qismat main nahi

    mager umiid ka dya us ka intezra main jala rakha haii,
    us k na aney k yaqen k bawajood bhi muntazir hai nigahain



    Best of Luck
    :em:


    App sub ki sharing ka intezar rahey ga
    Submission ki last date haii 25September 2007


  • #2
    Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

    AhaaN Aquari Achi Soch kay Sath Topic Rakha :x
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #3
      Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

      Originally posted by La'hasil View Post
      AhaaN Aquari Achi Soch kay Sath Topic Rakha :x

      thankyou
      isi achi sooch ko rakh kr ab app ney bhi sharing krni hai ..mujhey intezar rahey gaa :em:

      Comment


      • #4
        Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

        Haan Zaroor kyun nahin :x
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #5
          Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

          raat bhar deedaa-e-Gham-naak mein lahraate rahe
          saaNs ki tarah se aap aate rahe, jaate rahe

          Khush the ham apani tamannaaoUn kaa Khavaab aa-ay gaa
          apnaa armaan bar-afgaNaa naqaab aa-ay gaa


          nazarein neechi ki-ay sharmaaye howay aa-ay gaa
          kaakulein chehare pe bikharaa-ayy howay aa-ay gaa


          aa ga_ii thee dil-e-muztar mein shakebaa_i si
          baj rahi thi mere Gham-khaane mein shahnaa_i si


          shab k jaage howay taaroun ko bhii neend aane lagi
          aap k aane ki ik aas thi ab jaane lagi

          subah ne sej se oth-te huye lii angaraa_i
          o sabaa tu bhi jo aa_i to akele aa_i

          Comment


          • #6
            Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment


            • #7
              Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

              zaberdast Gul..:em:

              Comment


              • #8
                Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

                :salam: my 1st entry
                Attached Files

                Comment


                • #9
                  Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

                  2nd Entry
                  Attached Files

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

                    3rd Entry
                    Attached Files

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

                      hi aq hamari collection or b chuti ho jayegi
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

                        iTs my sharing :rose


                        For septmbr

                        1:-

                        tujh say doori ka hay yaqeen lekin
                        Kash mera yaqeen bikhar jaaye


                        2:-
                        main nay mana k taqdeer ka likha hay atal
                        Mera eemaan .. duaaon main asr hota hay

                        Tujh ko mangon gi khuda say main junoon ki hadd tak
                        Ishq jab hadd say guzarta hay amar hota hay .



                        3:-
                        Toot jatay hain sab he rishtay magr
                        Dil say dil ka rabta apni jaga
                        Dil ko hay tujh say na milnay ka yaqeen
                        Tujh ko paanay ki dua apni jagah
                        Laakh ye chaha usay main bhool jaaon per qateel
                        Hoslay apni jagah hain bay basi apni jagah
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

                          Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                          hi aq hamari collection or b chuti ho jayegi

                          arey aisey nahi kahoo
                          app ki bhi achi haii

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

                            Gul Aquari Dil-e-Viraan Buhat Khoobsurat Sharing :rose
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ashar Related to the Topic Competition September 2007

                              nafas nah anjuman-e aarzuu se baahar khe;Nch
                              agar sharaab nahii;N inti:zaar-e saa;Gar khe;Nch

                              kamaal-e garmii-e sa((ii-e talaash-e diid nah puuchh
                              bah rang-e ;xaar mire aa))ine se jauhar khe;Nch

                              tujhe bahaanah-e raa;hat hai inti.zaar ai dil
                              kiyaa hai kis ne ishaarah kih naaz-e bistar khe;Nch

                              tirii :taraf hai bah ;hasrat na:zaarah-e nargis
                              bah korii-e dil-o-chashm-e raqiib saa;Gar khe;Nch

                              bah niim-;Gamzah adaa kar ;haq-e vadii((at-e naaz
                              niyaam-e pardah-e za;xm-e jigar se ;xanjar khe;Nch

                              mire qada;h me;N hai .sahbaa-e aatish-e pinhaa;N
                              bah ruu-e sufrah kabaab-e dil-e samandar khe;Nch


                              Ghalib
                              ussay milna saleebon ke gali mein/ ussay kehna wo sach keyon bolta tha

                              Comment

                              Working...
                              X