rishtaa ye kaisaa hai naataa ye kaisaa hai
pahachaan jis se nahin thii kabhii
apanaa banaa hai vahii ajanabii
rishtaa ye kaisaa hai naataa ye kaisaa hai
tumhein dekhte hi rahun main
mere saamane yuN hii baithe raho tum
karun dil kii baatein main Khamoshiyon se
aur apane labon se na kuchh bhi kaho tum
ye rishtaa hai kaisaa ye naataa hai kaisa
tere tan kii Khushbuu bhii lagatii hai apanii
ye kaisii lagan hai ye kaisaa milan hai
tere dil kii dhadkan bhii lagatii hai apanii
tumhein paa ke mahasus hotaa hai aise
ke jaise kabhii ham judaa hii nahin the
ye maanaa ke jismon ke ghar to naye hain
magar hai puraane ye bandhan dilon ke
:thmbup: The End

Comment