Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mozoo 2 *Shamma*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • mozoo 2 *Shamma*

    assalamalikum

    hamara is haftay ka mozoo hai "shamma".
    aap shamma kay mozoo pay apni pasand kay ashaar likh saktay hain :rose
    Attached Files
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: mozoo 2 *Shamma*

    ab dil kee khilwatt'on mein tum aa kay kia kero gay
    ham aarzoo kee shamm'ein to kab ki bujha chukay

    Comment


    • #3
      Re: mozoo 2 *Shamma*

      ok i will

      Comment


      • #4
        Re: mozoo 2 *Shamma*

        Jalti hai kitni dair hawaon me meray saath
        Ik Shamma phir meray liye roshan hui to hai
        Jis me bhi dhal gai issay mehtab kar gai
        Meray lahoo me aesi bhi Ik roshni to hai

        Comment


        • #5
          Re: mozoo 2 *Shamma*

          Shama aik nice topic hai Adnan :)
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: mozoo 2 *Shamma*

            BUJH CHUKE HAIN CHIRAGH-E-DAIR-O-HARAM
            DIL JALAAO KI ROSHANEE KAM HAI :rose

            Comment


            • #7
              Re: mozoo 2 *Shamma*

              :rose
              Attached Files
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: mozoo 2 *Shamma*

                Aanchal pata nahin aap ka koun sa she'r hai, yeh she'r to aise hai


                Jaan lewa hai muhabbat ki sama aaj ki raat
                Shamma jal jal ke ho jayegi dhuwaan aaj ki raat

                Aaj ki raat bachenge to sehar dekhenge


                Aaj ham apni duwa'on ka asar dekhenge
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #9
                  Re: mozoo 2 *Shamma*

                  Originally posted by Spy009
                  Aanchal pata nahin aap ka koun sa she'r hai, yeh she'r to aise hai


                  Jaan lewa hai muhabbat ki sama aaj ki raat
                  Shamma jal jal ke ho jayegi dhuwaan aaj ki raat

                  Aaj ki raat bachenge to sehar dekhenge


                  Aaj ham apni duwa'on ka asar dekhenge

                  nahi ji mera shair sahi hai ...shayr ka naam nahi pata .....

                  app ka bhi sahi hoo ga ( yeh shair i think aik ganay main hai ?)...same nahi hain yeh donoo ashaar :)
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: mozoo 2 *Shamma*

                    Originally posted by Aanchal
                    nahi ji mera shair sahi hai ...shayr ka naam nahi pata .....

                    app ka bhi sahi hoo ga ( yeh shair i think aik ganay main hai ?)...same nahi hain yeh donoo ashaar :)
                    Yeah :thmbup:
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • #11
                      Re: mozoo 2 *Shamma*




                      kuch naa daikha phir ba'juzz ik shola-e-pur'paich-o-taab

                      shama tak to ham nay daikha thaa keh perwana gaya

                      Comment


                      • #12
                        Re: mozoo 2 *Shamma*




                        raat mehfil mein teray husn kay sholay kay hazoor
                        shama kay moonh pay jo daikha to kahein noor naa thaa

                        Comment


                        • #13
                          Re: mozoo 2 *Shamma*




                          ae shama teri umr-e-taba'ee hai aik raat
                          ro ker guzar yaa issay hans ker guzar day

                          Comment


                          • #14
                            Re: mozoo 2 *Shamma*

                            aey shama! yeh parwaney ko hans hans key jalana
                            kya huwa jo tujhey bhi koi parwana bnaa dey
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: mozoo 2 *Shamma*

                              Ek shamma ki loo main he taseeray kasheesh hay
                              Hota nahian parvana har aag ka sodai

                              Comment

                              Working...
                              X