Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yeh Zindagi Bhi Hamari Ajab Tamasha Hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Yeh Zindagi Bhi Hamari Ajab Tamasha Hai

    "Ye zindagi bhi humari ajab tamasha hai
    Kahee sahirab, kahee moj moj darya hai...

    Mein ranj-o-ghum ki ajab kafiyat se ghuzara hoon
    Mera wajodu meri zindagi ko dasta hai...

    Mein jane wali rotoon ko malal kyun na karoon
    Ab aaine main koi aqsu hai na chahera hai...

    Kabhi khayal ki soorat, Kabhi saba ki tarah
    Wo kon hai jo mere sath sath chalta hai...

    Khud apne dil ko jalaya tu ye honer jana
    Hawa ke samne kese charaq jalaya hai...

    Ye masla na kisi philsafi se hal ho ga
    charaq kia hai, hawa kia hai, aaina kia hai...

    Khud apni zaat ka aajuz kyun na ho mujhe ko
    Mera zameer mujhe aaina dekhata hai...

    Mein ek fard hoon aajuz kalam kabiley ka
    Mein janta hoon waqar sukhnoori kia hai....
    Last edited by Masood; 18 August 2007, 12:40.

  • #2
    Re: Yeh Zindagi Bhi Hamari Ajab Tamasha Hai

    Wah
    Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
    Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

    Comment

    Working...
    X