kaha us nay
bherosa'h dil pay itna nahi kerty
kaha main nay
mohabbat main kabhi soucha nahi kerty
kaha us nay
bohat khush rang duniya k nazarry hain
kaha main nay
jab tum ho tu kuch daikha nahi kerty
kaha us nay
main tum say door hon lakin tumhara hon
kaha main nay
k sapny dil ko behlaya nahi kerty
kaha us nay
tumharri CHAHAT tumhain rusvaiyan den gi
kaha main nay
rusvaion say ghabraya nahi kerty
kaha us nay
sumjh jao ae dewany dost
kaha main nay
k dewanon ko sumjhya nahi kerty:rose
bherosa'h dil pay itna nahi kerty
kaha main nay
mohabbat main kabhi soucha nahi kerty
kaha us nay
bohat khush rang duniya k nazarry hain
kaha main nay
jab tum ho tu kuch daikha nahi kerty
kaha us nay
main tum say door hon lakin tumhara hon
kaha main nay
k sapny dil ko behlaya nahi kerty
kaha us nay
tumharri CHAHAT tumhain rusvaiyan den gi
kaha main nay
rusvaion say ghabraya nahi kerty
kaha us nay
sumjh jao ae dewany dost
kaha main nay
k dewanon ko sumjhya nahi kerty:rose
Comment