Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

    na poch dil ki haqeeqat magar yeh kehtay hain
    woh bay qrar rehay jis nay bay qrar kia
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #17
      Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

      maira wada bhi tumhari tarah jhoota nikla
      main bhi kehta tha keh bichroon ga tu mar jaaon ga
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #18
        Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

        awesome Aabgina:hug: app ney tu 4 chand laga dya merey competition ko :eye:

        Comment


        • #19
          Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

          Originally posted by aquari View Post
          Assalaam-0-Alaikom
          Pichley mah sey Bazm-e-Shairi main yeh silsila
          start kya gaya haii Is main app ney diya gaye
          shair main jo main idea haii us sey related nazm ,
          qata'a ya shair share krnaa hai
          ek baat k app sirf mashoor sho'ra ka qalam hi share kr
          saktey hian ,or hr participant zayda sey zayda
          5 entries kr sakta hai
          Is month ka topic haii .....


          Bechar Chala Hay To Mare Dua Bhe Lata Ja
          Wahian Wahian Mujhay Payay Jahian Jahian Jae



          ya


          Mehboob k lya bad'dua jis main
          dua bhi shamil ho sakti hai ya sirf us k
          zulm sey tang akr jo aah nikley woh bhi (main idea)

          Best of Luck
          :em:
          App sub ki sharing ka intezar rahey ga
          Submission ki last date haii 25July 2007

          hope k humain yahan is bar achi or mazedar si
          sharings dekhney ko milaian gii ...:khi:

          aisa kaisay ho sakta hai....yeh confusing hai.....
          mehboob ka bura chahnay wala topic hai naa....tu dua kiun dain...
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #20
            Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

            is baar sharing zabardast chal rahi hay
            ham zara tyaari say aain gay
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment


            • #21
              Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

              Originally posted by Aabgina View Post
              aisa kaisay ho sakta hai....yeh confusing hai.....
              mehboob ka bura chahnay wala topic hai naa....tu dua kiun dain...
              :comfort: mut doo app duwa...woh zalim hai hii bad'duwaa k hi laiq haii :khi:

              Comment


              • #22
                Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                be.dard mujh say apna tasawwur bhi cheen le
                haaN teri aazoooN ko qabil nahiN hooN meiN

                Comment


                • #23
                  Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                  going good girls:thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                    Raaz e Mohabat Kehnay Walay Log Tu Lakhoon Miltay Hain
                    Raaz e Mohabat Rakhnay Wala, Hum Sa Deekha Hoo Tu Kahoo

                    Kun Gawahi Day Ga Uth Kar Jhootoon Key Iss Basti Main
                    Suck Key Qeemat Day Saknay Tum Main Yara Hoo To Kahoo!

                    Waisay Tu Her Shaksh Kay Dil Main Aaik Kahani Hooti Hai
                    Hijr Ka Lawa, Gham Ka Saleeqa, Dard Ka Lehja Hoo Tu Kahoo

                    Comment


                    • #25
                      Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                      Tujhay Ishq ho Khuda karay
                      Koi Tujh ko Us se Judaa karay
                      Teray Hont hansna bhool jain
                      Teri Aankh Purrnam raha karay
                      Tu Uss ki Batain sunna karay
                      Ussay daikh kay tu ruk paray
                      Woh nazar jhuka kay chala karay

                      Tujhay Hijr ki woh Jharri lagay
                      Tu Milan ki har pal Dua karay
                      Teray Khuwaab bikhrain toot kar
                      Tu Kirchi Kirchi chunaa karay
                      Tu Nagar Nagar phira karay
                      Tu Gali Gali sadaa karay

                      Tujhay Ishq ho phir Yaqeen ho
                      Usskay Tassbiyon pay parhaa karay
                      Main kahoon kay Ishq dhongh hai
                      Tu Nahin Nahin kaha karay!

                      Comment


                      • #26
                        Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                        awesome entry again musaddaq :em:

                        Comment


                        • #27
                          Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                          tu bhi kissi ka pyar na payee Khuda kara
                          tujh ko tera naseeb rulae, Khuda kara
                          tujh per bhi shab-e-wisaal ki neendain haram hoon
                          shamain jala jala keh bujhae khuda kara

                          Comment


                          • #28
                            Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                            Dua Karna Sikha Kar

                            Tujhe Kya Kahen?
                            Wafaa ka Raaz Samjha Kar
                            Beywafaa Ho Jaaney Waaley
                            Tujhe Kya Kahen ?
                            Humain Anaa Bhoola Kar
                            AanaaParast Ho Jaaney Waaley
                            Tujhe Kya Kahen?
                            Muhabbat K Dawedaar Ho Kar
                            Dagha Dene Waaley
                            Tujhe Kya Kahen ?
                            Saath Rehne Ka Wadah Kar K
                            Judaa Ho Jaaney Waaley
                            Tujhe Kya Kahen?
                            Rehaiya.n Apna Muqadar Kar K
                            Humare Liye Ik Sazaa Ho Jaaney Waley
                            Tujhe Kya Kahen?
                            Tujhe Kya Kahen Hum?

                            Haath Uthate Hi Teri Surat Nigaho.n Mein Ghoom Jaati Hai
                            BeyWafa Kahen To Kis Tarha?
                            Nigah Pher Lene K Hunar Se To Waqfiyat Nahi Rakhi Tu Ne Kabhi
                            AanaaParast Hai Tu Yeh Kahen Kaye?
                            Manaa Lene K Sare Gun To Sambhaal Rakhte The Tu Ney
                            Dagha De Diya Hai Yeh Maan Lein Kis Tarha?
                            Sach K Paighaambar Baney Soch Ki Dehleez Par Chupke Se Qadam Rakh Dete Ho Shaam Dhaley
                            Judaa Ho Gaya Hai Hum Se Tu Maan Lene Ko Dil Maanta Nahi.n
                            Kuch Din Hi To Howe Tu Saath Tha Saye Ki Tarha
                            Saza Ho Gaya hai?
                            Haan Bas Yehi Eik Baat Keh Dene Ko Baqi Reh Gayi Hai

                            Silah Dene Waaley
                            Tujhe Kya Kahen ?

                            Comment


                            • #29
                              Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                              Khair khair sey ayain phr woh din
                              tujhey chain nahi aye zafar bin
                              main galey sey tujh ko na lagoo
                              phir tu meri minatain kya kareyy

                              Comment


                              • #30
                                Re: ***Topic sey related Ashaar Competition July 2007***

                                Sar-e-baam bhi pukara sar-e-daar bhi sada di
                                mein kahan kahan na bhat-ka teri deed ki lagan mein
                                meri muflisi se bachke kahin door jaane wale
                                tujhe chain na milega kisi reshmi kafan mein...
                                Last edited by musaddaq; 10 July 2007, 13:56.

                                Comment

                                Working...
                                X