Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hazaron pal tumhare bin

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hazaron pal tumhare bin

    Hazaron pal tumhare bin
    na poocho kase kaate hain
    kabhi yaadain satati hain
    kabhi mausum rulate hain
    use kehna hum aate hain

    humain mayoos na karna
    humara maan rakh lena
    humain wapas nahi jana
    humain apna bana lena
    humain dil main basa lena

    buhat tadpe hue dil se
    buhat rootha nahi karte
    Muhabbat tu ibadat hai
    ise ruswa nahi karte
    zamane se chupate hain
    kabhi charcha nahi karte
    Sanam asa nahi karte

  • #2
    Re: Hazaron pal tumhare bin

    Ajj merey pass koi lafz nahi is ki tareef k liyaa..:)

    Comment


    • #3
      Re: Hazaron pal tumhare bin

      bohat nice hay.

      Comment


      • #4
        Re: Hazaron pal tumhare bin

        Originally posted by aquari View Post
        Ajj merey pass koi lafz nahi is ki tareef k liyaa..:)
        Originally posted by neha_ahmad View Post
        bohat nice hay.
        :) Thanx

        Comment


        • #5
          Re: Hazaron pal tumhare bin

          wah......buht hi sweeet poem hai
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: Hazaron pal tumhare bin

            umeedoon aur khahishoon say bandhay ehsasaat k saath khoobsoorat intikhaab

            Comment


            • #7
              Re: Hazaron pal tumhare bin

              Thanx All

              Comment


              • #8
                Re: Hazaron pal tumhare bin

                be hahad haseen hai
                bohat hi alllaaaaaaaaa

                Comment

                Working...
                X