Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

    Originally posted by naz View Post
    Umar-E-Daraaz Maang Kar Laaye The 4 Din
    2 Aarzoo Mein Kat Gaye Aur 2 Intezaar Mein

    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

      :rose Salam:rose
      Haif Sharminda nahi tu Sitam Aara Hokar
      Ham pay karta hay Sitam Yaar Hamara Hokar
      Yeh Tamnna hay Shahidon ko teray Ay Qatil
      kay yon hi Qatl hon Ham Zinda Dobara hokar

      "Meer Dagh Dehlvi"
      :rose :alhamd: :rose
      Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
      yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
      :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

      Comment


      • #18
        Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

        Originally posted by Shiza422 View Post
        :rose Salam:rose
        Haif Sharminda nahi tu Sitam Aara Hokar
        Ham pay karta hay Sitam Yaar Hamara Hokar
        Yeh Tamnna hay Shahidon ko teray Ay Qatil
        kay yon hi Qatl hon Ham Zinda Dobara hokar


        "Meer Dagh Dehlvi"

        bauht umdaa keep it up dear :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

          Originally posted by aquari View Post
          bauht umdaa keep it up dear :thmbup:
          :rose :phool: THANKS SWEETY Hamesha khush rahiay Amin.
          :rose :alhamd: :rose
          Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
          yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
          :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

          Comment


          • #20
            Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

            Originally posted by Shiza422 View Post
            :rose :phool: THANKS SWEETY Hamesha khush rahiay Amin.

            shukriyaa

            Comment


            • #21
              Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

              2nd.
              Dil kay ArmaN Aansuon may Beh gaye.
              Ham Wafa karkay bhi Tanha Reh gaye.
              Shaiad Un ka Aakhri ho yeh Sitam
              Har Sitam ye Soch kar ham Seh gaye.


              :rose :alhamd: :rose
              Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
              yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
              :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

              Comment


              • #22
                Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

                3rd and Last

                Yeh keh kar Rooh jism say Bichar gaee Mohsin
                Mujhay Sukon teri Tooti hoi Lahed may nahee
                :rose
                :rose :alhamd: :rose
                Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
                yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
                :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

                Comment


                • #23
                  Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

                  dhoom machi hoi hay yahan to
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

                    Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                    dhoom machi hoi hay yahan to

                    :blush: ,.tu app bhi is main hisaa lejyeaa

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

                      Originally posted by aquari View Post
                      :blush: ,.tu app bhi is main hisaa lejyeaa
                      lia hoa to hay
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

                        ye batain k bait bazi kahan gai ?
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

                          Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                          ye batain k bait bazi kahan gai ?
                          Shairoo k khazeena mainn :blush:

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

                            main jo mehka to meri shaakh jala di uss ne
                            Sabz mausam mian mujhe zard hawa di uss ne
                            pehle ik lamhe ki zanjeer se baanda mujh ko
                            or phir waqt ki raftaar barha di uss ne
                            uss keh hone se thin saansain meri dugni shaid
                            wo jo bichra to meri umer ghatta di uss ne

                            ---------------------------------------------

                            Jo Na Mil Saka Wo Baywafa

                            Yeh Bare Ajeeb Si Baat Hai
                            Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar
                            Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai...
                            Wo Roshni Kay Khayal Main
                            Wo Na Asaka Raah Mian Muntazir
                            Yeh Khalish Kahan Thi Visaal Main
                            Mere Justojoo Ko Khabar Nahi
                            Na Wo Din Rahay Na Wo Raat Rahay
                            Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar
                            Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai..


                            ---------------------------------------------
                            Zaruri to nahi jine ke liye Sahara ho,
                            Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho,
                            Kuch kashtiya doob bhi jaya karti hai,
                            Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho..
                            Last edited by musaddaq; 13 June 2007, 12:01.

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~*Ashaar Related to the Topic Competition~June 2007*~

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              main jo mehka to meri shaakh jala di uss ne

                              Sabz mausam mian mujhe zard hawa di uss ne
                              pehle ik lamhe ki zanjeer se baanda mujh ko
                              or phir waqt ki raftaar barha di uss ne
                              uss keh hone se thin saansain meri dugni shaid
                              wo jo bichra to meri umer ghatta di uss ne

                              ---------------------------------------------

                              Jo Na Mil Saka Wo Baywafa

                              Yeh Bare Ajeeb Si Baat Hai
                              Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar
                              Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai...
                              Wo Roshni Kay Khayal Main
                              Wo Na Asaka Raah Mian Muntazir
                              Yeh Khalish Kahan Thi Visaal Main
                              Mere Justojoo Ko Khabar Nahi
                              Na Wo Din Rahay Na Wo Raat Rahay
                              Jo Chala Gaya Mujhay Chor Kar
                              Wohi Aaj Tak Mere Saath Hai..


                              ---------------------------------------------


                              Zaruri to nahi jine ke liye Sahara ho,
                              Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho,
                              Kuch kashtiya doob bhi jaya karti hai,
                              Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho..


                              dair aye durst ayee :blush:

                              Comment

                              Working...
                              X