Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Straight from the Heart of Mr.Khan ~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Ankhon se mere .....!!!!

    Ankhon se mere is lye laali nahi jati
    Yaadon se koi raat khaali nahi jati

    Mange tu agar jaan bhi, to huns kar tujhe de den
    Teri to koi baat bhi taali nahi jati

    Hum jaan se jaaiin ge tabhi baat bane gi shayad
    Tum se to koi raah nikaali nahi jati

    Comment


    • #17
      Re: ~*~ Muhabbat ~*~

      bohot khoob.......:)
      aap aik he post mai apne collection share kar lea karien....:thmbup:
      sigpic


      Comment


      • #18
        Re: ``*`` Kabhi Khuwabon Ki Tarah ``*``

        bohot ache ghazal hai......:)
        sigpic


        Comment


        • #19
          Re: ``*`` Kabhi Khuwabon Ki Tarah ``*``

          Originally posted by Wafa View Post
          bohot ache ghazal hai......:)
          Thankz

          Comment


          • #20
            Re: ~*~ Muhabbat ~*~

            Originally posted by Wafa View Post
            bohot khoob.......:)
            aap aik he post mai apne collection share kar lea karien....:thmbup:
            Thankss...
            & also thankz for ur suggestion... I'll do it soon InshAllah.

            Comment


            • #21
              Re: ~*~ Muhabbat ~*~

              lovely sharing :em:
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: ~*~ Muhabbat ~*~

                v nice :em:

                Comment


                • #23
                  Re: ``*`` Kabhi Khuwabon Ki Tarah ``*``

                  bauht khoobsoorat

                  Comment


                  • #24
                    ~~>>~~ Straight from the HEART of Mr Khan

                    Dard se aashna.....

                    Dard se aashna tha jub DIL
                    Zindagi be-maza thee mere lye

                    Go maseeha nahi tha woh phir bhi
                    Uske haathon shifa thee mere lye

                    Raas aa jati hai aksar ko magar
                    Ashqi ek saza thee mere lye

                    Meharbaan tha sabhi pe woh lakin
                    Uski fitrat juda thee mere lye

                    Woh to DIL hi na raha uske paas
                    Warna us me jaga thee mere lye

                    Tha tamashaiii ek jahan(world) lekin
                    Uski har ek ada thee mere lye

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~Mr.Khan ki Collection~

                      Woh to DIL hi na raha uske paas
                      Warna us me jaga thee mere lye
                      bauht khoobsoorat..:clap:

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~Mr.Khan ki Collection~

                        Originally posted by aquari View Post
                        bauht khoobsoorat..:clap:
                        hmm.. what can i say.. just ....

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~Mr.Khan ki Collection~

                          Originally posted by Mr.Khan View Post
                          hmm.. what can i say.. just ....

                          just...?

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~Mr.Khan ki Collection~

                            Originally posted by aquari View Post
                            just...?
                            nuthing friend

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~Mr.Khan ki Collection~

                              Originally posted by Mr.Khan View Post
                              nuthing friend

                              ok..keep sharing :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Sookhay hont sulagti aankhen.......

                                Sookhay hont sulagti aankhen....

                                Sookhay Hont Sulagti Ankhein Sarson Jaisa Rung
                                Barson Baad Woh Dekh Ke Mujh Ko Reh Jayy Ga Dung

                                Maazi Ka Woh Lamha Mujh Ko Aaj Bhi Khoon Rulaayy
                                Ukhri Ukhri Baatein Uski Ghairoon Jaise Dhung


                                Inhi Ke Sudqay Yaarub Meri Mushkil Kar Aasaan
                                Mere Jaise Aur Bhi Hain DIL Ke Haathon Tung

                                Sub Kuch De Kar Huns Di Aur Phir Kehne Lagi Taqdeer
                                Kabhi Na Hogi Poori Tere DIL Ki Ye Umug

                                MAAZ Koi Tujh Se Haaray, Jeet Per Maan Na Karna
                                Jeet Woh Hogi Jub Jeeto Ge Apne Aap Se Jung


                                Comment

                                Working...
                                X