Yaqeen karo mera acha dost
meri sumandar aankhoon ki
machalti lehroon keh khawab
gard ab ban gaya hian
meri mohabtain
mera hosla
mera irada
sahiloon keh phool ban gaya hain
or main
mausmoon ki bandish se azaad
tanhai ki zaat mian qaid
pal pal sadian chunti
soch rahi hoon keh
waqt kab de ga mujhe
tumhara pata
jane kiss pehar
tumhari talash parrao dale
or chupke se kaha.......
main hoon tumhara apna
meri sumandar aankhoon ki
machalti lehroon keh khawab
gard ab ban gaya hian
meri mohabtain
mera hosla
mera irada
sahiloon keh phool ban gaya hain
or main
mausmoon ki bandish se azaad
tanhai ki zaat mian qaid
pal pal sadian chunti
soch rahi hoon keh
waqt kab de ga mujhe
tumhara pata
jane kiss pehar
tumhari talash parrao dale
or chupke se kaha.......
main hoon tumhara apna
Comment