Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*shanafridi ka intikhaab*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *shanafridi ka intikhaab*

    Aa qaid karoon darhkanon me kabhi tasawar-e-rehaee na ho
    etna chahoon k afsana-e-muhabat me lafz-e-bewafaee na ho





    ae muhabat hai koi aisa shakhs teri dunya me kahi
    muhabat ki ho jesne aur muhabat ki saza paee na ho




    gulshan-e-dil yu ujra ujra sa lagta hai aaj
    jesay barson se yaha bahaar kabhi aayee na ho




    khamoshi se maut k darya me dhoob jana hai lekin
    muhabat tere hasti pe kabhi daagh-e-ruswaee na ho


    its my own ghazal]:rose :rose :rose

  • #2
    Re: Aa tujhe qaid karoon

    Assalaam-0-Alaikom:rose
    kahin bhi post karnay ay pehlay us section kay rulz bhi dekh lia kijiye...:)
    yahan sirf khud design ki hoi poetry share ki jati hai.....:rose
    is post ki jaga bazm-e-shiri hai ...
    i m moving.....
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #3
      Re: Aa tujhe qaid karoon

      thnx rida jee

      Comment


      • #4
        Hijar ka soraj,its my own ghazal,

        ek choti si koshish hai ,apna ghazal hai aur designing bhi khud kia hai

        Comment


        • #5
          Re: Hijar ka soraj,its my own ghazal,

          yeha pe woh dek nahi rahi????

          Comment


          • #6
            kaajal tera bhi tha]its my own ghazal]

            its my own ghazal and design also.
            Attached Files

            Comment


            • #7
              Hijar ka soraj,its my own ghazal,

              ek koshish hai ap logo k khedmath me pesh hain,
              Attached Files

              Comment


              • #8
                Re: Hijar ka soraj,its my own ghazal,

                aaray bhai koi hai jo ess image ko display kar sake/////me ne to khoob koshish ki lekin nahi ho raha hai,jo display kar sakta hai plzzzzzz wo apna ID yaha par likhe ,me ossay ye ghazal send kardonga plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

                Comment


                • #9
                  apna ghazal share karta hoon,

                  najane kab taloogh hoga tare hijar ka soraj
                  naatawaan kar gaya yaadon ne mare andar ka soraj


                  jammi hai barf meri palkon pe najane kab se
                  bana denge kab enhain aanso khushi k teri nazar ka soraj


                  hazaron shamain rote rote pighal chuki hai
                  ae shab-e-forqat na aaya nazar teri sahar ka soraj


                  intezaar hi karenge enn jalti balti galiyoon me
                  jalake raakh bhi kare chahe muje tapti dopehar ka soraj

                  Comment


                  • #10
                    Re: *shanafridi ka intikhaab*

                    nice collection
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #11
                      Re: *shanafridi ka intikhaab*

                      thnx rida jeeeeeeeeeeeeeeeeee, i am coming back soon,i will share more INSHALLAH,thnx everybody here.

                      Comment


                      • #12
                        Re: *shanafridi ka intikhaab*

                        bohat khoob janab

                        Comment


                        • #13
                          Re: *shanafridi ka intikhaab*

                          Good
                          Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                          Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                          Comment

                          Working...
                          X