:rose jab raat ki nagan dasti hai
nas nas mein zehar utarta hai
jab chand ki kirnain tezzi se
is dil ko cheer k aatin hain
jab ankh k andar hi aansu
zinjeerun mein bandh jatay hain
jab jazboo per cha jatay ho
tab yaad bohat tum aatay ho
jab dard ki jhanjar bajti haijab raqs ghamoo ka hota hai
khoabun ki taal pe saray dukh
washat k saaz bajatay hain
gaatay hain khoaish ki lay mein
masti mein jhumtay jatay hain
sab jazboo per cha jatay ho
tab yaad bohat tum aatay horose :rose
nas nas mein zehar utarta hai
jab chand ki kirnain tezzi se
is dil ko cheer k aatin hain
jab ankh k andar hi aansu
zinjeerun mein bandh jatay hain
jab jazboo per cha jatay ho
tab yaad bohat tum aatay ho
jab dard ki jhanjar bajti haijab raqs ghamoo ka hota hai
khoabun ki taal pe saray dukh
washat k saaz bajatay hain
gaatay hain khoaish ki lay mein
masti mein jhumtay jatay hain
sab jazboo per cha jatay ho
tab yaad bohat tum aatay horose :rose