Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

    :salam: Assalaam o alikum:salam:
    doston kya haal hai umeedh karta hoon sab theek hoon mera yeh pegham par pehla thread jo main likh raha hoon hoon..aur main khush bhi bohat hoon .main aap say aik ghazal share karon ga.pata nahi aap doston ko kaisi lagay ge...

    :rose WO SAHIL KI HAWA JAISY LADKI:rose


    Gulab Chehray PAy muskrahit...

    Chamkti ankhoon Main Shokh JAzbay
    Wo jab bhi College ki serioon(Stairs) * Say
    Sehelion ko liye utarti...
    KE JAisay Dil Main uter rahy ho
    Wo apnay Rastay main dil bechatai Hoi
    nighahoon Se HAns ke kahty...
    Main Sahil ki hawa
    hoon...
    Neelay Samndroon ke liye bany hoon....
    Wo Apni Rahoon Main Sir bichati hoi
    Nigahon Say hans ke kahty...
    Tumharay JAisay bohat Say larkon Say main yeh batien...
    bohat Se barsoon se sun rahi hoon...
    Main Sahil ki hawa hoon...
    neelay samndroon ke liye bani hoon...

    Wo Sahilloon ki hawa JAisy larki...
    Wo kal mily thi usi tarah thi...
    Gulab chehray pe muskarhit...
    Chamkti ankhoon main shokh JAzbay...
    KE jaisay Dil main uter rahi ho...
    Magar jab Wo Boli To

    us ke lehjay main Wo thuken thi...
    Ke JAisay Sadioon Say Dasht_E_Zulmat MAin Chalty rahi ho

    allah hafiz

    RAJA ADEEL AHMAD

  • #2
    Re: Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

    raja jee hume aap ki sharing bohat pasand ayi hai:rose
    please keep sharing

    iss liye tou kehtey hai ke hamesha jo dikhta hai uss par mat jaoo
    zaroori nahi jo smile aap ke face pe hai woh dil se ho.
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment


    • #3
      Re: Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

      Originally posted by refreshing_breeze View Post
      raja jee hume aap ki sharing bohat pasand ayi hai:rose
      please keep sharing

      iss liye tou kehtey hai ke hamesha jo dikhta hai uss par mat jaoo
      zaroori nahi jo smile aap ke face pe hai woh dil se ho.
      :donno: kuch apna bara mai yaad agaya ..wellsaid ..........example chahiy tu mera pass hai :)

      Comment


      • #4
        Re: Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

        Originally posted by شاھین View Post
        :donno: kuch apna bara mai yaad agaya ..wellsaid ..........example chahiy tu mera pass hai :)

        i know shaheen
        example nahi chahiye shaheen because jo bhi comment karti hoo uss ke peechey koi na koi wajah zaroor hoti hai aur meri zaati zindagi ka mushahida bhi uss ka hissa hota hai.
        :rose Refreshing_breeze :rose

        Comment


        • #5
          Re: Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

          Originally posted by refreshing_breeze View Post
          i know shaheen
          example nahi chahiye shaheen because jo bhi comment karti hoo uss ke peechey koi na koi wajah zaroor hoti hai aur meri zaati zindagi ka mushahida bhi uss ka hissa hota hai.
          hmmm theek i know

          Comment


          • #6
            thanks

            :salam: thank u doston mujhay pata nahi tha k main jo share karon ga woh aap doston ko pasand aaye ga bhi k nahi khair acha laga k aap doston ko meri share ki hoyi ghazal achi lage inshallah main khoshsh karon ga k is say achi share kar sakhon waise mera naam RAJA ADEEL AHMAD HAI AUR MAIN MURREE SAY BELONG KARTA HOON ALLAH HAFIZ DOSTON

            Comment


            • #7
              Re: Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

              wow nice

              Comment


              • #8
                Re: Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

                nice.........bahoot khoob janab
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

                  Mashallah Raja Jee buhat ache keep sharing

                  Comment


                  • #10
                    Re: Wo Sahil Ki Hawa Jaisy Ladki

                    Wah jee
                    Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                    Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                    Comment

                    Working...
                    X