Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Shaair Kaun hai???
Collapse
X
-
Re: Shaair Kaun hai???
Originally posted by Dil_E_Veran View Postab ye meri taraf say
koi hamnafas nahi hai koi raazadaaN nahi hai
faqat ik dil thaa apanaa so vo meharabaaN nahi hai
faqat aik dil tha apna so woh mehrbaan nahin hai
meri rooh ki haqeeqat merey aansu'oun sey poochho
mera makhfi sa tabassum mera tarjumaan nahin hai
inhi pathron peh chal key agar aa sako to aao
mere ghar key raastey mein koi kehkashaan nahin hai
kisi zulf ko sada do kisi aankh ko pukaro
karri dhoop parr rahi hai, koi saibaan nahin hai
Yeh Mustafa Zaidi ki ghazal hai :p
Ab aik meri janib sey (tricky one :wink):
Na huwa per na huwa Meer ka andaaz naseeb
Zoq yaron ney bohat zor ghazal mein maratumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Shaair Kaun hai???
Originally posted by Dil_E_Veran View Posttussi v na baray hushyaar ho
mubarakaan ye flower thuwada hoa :rose
acha ye shair jo aap nay likha ye
zoq uncle ka hay :soch:
hoon tussi koi shair sutto :ptumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Shaair Kaun hai???
Originally posted by Dil_E_Veran View Postnahi is khuli fiza main koi gosha e faraghat
ye jahan ajab jahan hay na qafas na aashiyana
Dil - alfaaz sey to mujhey Iqbal ka shak parrta hai - magar unka aisa kalaam zehan mei nahin aa rahatumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Comment