Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabat Kiun Huti hay?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Muhabat Kiun Huti hay?

    Attached Files

  • #2
    Re: Muhabat Kiun Huti hay?

    yeh sab tou shaid theek hi hoga
    lekin teeno mein se koun si mohabbat everlasting hai?
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment

    • #3
      Re: Muhabat Kiun Huti hay?

      Originally posted by Khalil View Post
      boht khoob yar ek or b likh dena tha . pata nahi woh muhabat kehlati b hai ya nahi per lovers osay b muhabat kehta hain jis ka end mai result yeh nikalta hai " time pass horaha tha ".
      Originally posted by refreshing_breeze View Post
      yeh sab tou shaid theek hi hoga
      lekin teeno mein se koun si mohabbat everlasting hai?
      teenoo mai sai ek b ever lasting nahi hai kyu kai teno mai talab hia .........i dont think kai sach muhabat kisie talab kaliy kijaye .khair her kisie ki apni soch hia may be m wrong ....

      Comment

      • #4
        Re: Muhabat Kiun Huti hay?

        wo hay siraf Muhabat jo siraf Title main hay...

        Comment

        • #5
          Re: Muhabat Kiun Huti hay?

          Originally posted by Khalil View Post
          wo hay siraf Muhabat jo siraf Title main hay...
          well said :clap:

          Comment

          • #6
            Re: Muhabat Kiun Huti hay?

            Originally posted by شاھین View Post
            boht khoob yar ek or b likh dena tha . pata nahi woh muhabat kehlati b hai ya nahi per lovers osay b muhabat kehta hain jis ka end mai result yeh nikalta hai " time pass horaha tha ".

            teenoo mai sai ek b ever lasting nahi hai kyu kai teno mai talab hia .........i dont think kai sach muhabat kisie talab kaliy kijaye .khair her kisie ki apni soch hia may be m wrong ....

            lekin shaheen talab ka hona tou zaroori hai na.
            har amaal ke peechey koi motive hota hai na.
            tou agar mohabbat ke peechey bhi ho tou kya burai hai iss mein?
            :rose Refreshing_breeze :rose

            Comment

            • #7

              hahah bhai aap ny bee theek likha time pass lakin on k liy main sath main dandda bee dy dia hay:khi:

              Comment

              • #8
                Re: Muhabat Kiun Huti hay?

                Originally posted by شاھین View Post
                well said :clap:
                OoO thanks You Brother.

                Comment

                • #9
                  Re: Muhabat Kiun Huti hay?

                  Originally posted by refreshing_breeze View Post
                  lekin shaheen talab ka hona tou zaroori hai na.
                  har amaal ke peechey koi motive hota hai na.
                  tou agar mohabbat ke peechey bhi ho tou kya burai hai iss mein?
                  lakin Muhabat khudh hee aik motive hay shaid yeh koi ammal nahi hay...

                  Comment

                  • #10
                    Re: Muhabat Kiun Huti hay?

                    Originally posted by refreshing_breeze View Post
                    lekin shaheen talab ka hona tou zaroori hai na.
                    har amaal ke peechey koi motive hota hai na.
                    tou agar mohabbat ke peechey bhi ho tou kya burai hai iss mein?
                    talab or demand everlasting nahi khatam hojati hai

                    Originally posted by Khalil View Post
                    hahah bhai aap ny bee theek likha time pass lakin on k liy main sath main dandda bee dy dia hay:khi:
                    haha danda.yar bara ghusa ata hai kyukai pehla samjhata hai tu samajta nahi hai ,pyar pyar lagaya hota hai ,bad mai jub time pass ka pata chalta hai phir khud b dil tota jata haii or saza phir hamain milti hia . khair ... danda b theek hia bro haha
                    Originally posted by Khalil View Post
                    OoO thanks You Brother.
                    my pleasure

                    Comment

                    • #11
                      Re: Muhabat Kiun Huti hay?

                      Ya u r right

                      Comment

                      • #12
                        Re: Muhabat Kiun Huti hay?

                        Originally posted by Khalil View Post
                        Khalil excellent man:thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Muhabat Kiun Huti hay?

                          Thanks to all.....

                          Comment

                          • #14
                            Re: Muhabat Kiun Huti hay?

                            Originally posted by Khalil View Post
                            Last edited by Gul; 6 April 2007, 20:07.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Muhabat Kiun Huti hay?

                              Originally posted by Gul View Post
                              I M against it....

                              Muhabbat karnay Ki wajah Koi nahi hoti...
                              Kisi per tars khana Muhabbat nahi....Hamdardi hai...ehsaan hai...

                              Talab bhi tu Muhabbat nahi ....Wo Tu KHUD gharzi ho gai......

                              Muhabbat Tu Ek Ehsass Ka Flow hai ...Ghair mehsoos Tarawat deyta howa, unkaha ...un Cho-aa....Lateef ehsass.....

                              Muhabbat maadiyat say ..Buhat DOor hai Khalil sahib.....
                              i m totaly Agree with you gull...........esi liy jab breeze ny muj sy pocha to main ny apni reply main siraf Muhabat hee kaha tha:tauba

                              Comment

                              Working...
                              X