Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamzad Ki Pasand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Hamzad Ki Pasand

    bohoot khoob


    HAR AIK SHAB MERY TAZA AZAB MAIN GUZRY
    TUMHAREY BAAD TUMHAREY HI KHOWAB MAIN GUZRY
    MAIN AIK PHOOL HOON WO MUJH KO RAK KEY BHOOL GAYA
    TAMAM UMER USEY KI KITAB MAIN GUZRY..

    Comment


    • #17
      Re: Hamzad Ki Pasand

      Originally posted by Rida View Post

      yahan per bhi share ki ja sakti hai.....kiun keh aksar loag kartay hain....lakin designed poetry ki asal jaga ...designed poetry ka section hi hai naaa....:rose
      aap designing kar sakti hain....kiun keh images say andaza hota hai keh aap ko designing ati hai:)............jo bhi urdu mein likhain usay inpage gif mein yahan share kar dain....aur jo EPS mein export kar kay image per design karain usay ....designed nazm ...ya Ashaar ya ghazlain mein post kar dain....


      http://www.pegham.com/forumdisplay.p...ysprune=&f=130

      yeh hai pegham kay designing section ka link.....
      aaap ko masroof rehnay ka aik bahana mil jai ga......agar aap chahain tu
      haan zarur n thanxx:)

      Comment


      • #18
        Re: Hamzad Ki Pasand

        Originally posted by best friend View Post
        bohoot khoob


        HAR AIK SHAB MERY TAZA AZAB MAIN GUZRY
        TUMHAREY BAAD TUMHAREY HI KHOWAB MAIN GUZRY
        MAIN AIK PHOOL HOON WO MUJH KO RAK KEY BHOOL GAYA
        TAMAM UMER USEY KI KITAB MAIN GUZRY..
        thanxx

        Comment


        • #19
          Re: Hamzad Ki Pasand

          salam evry 1
          how r u......?
          wah ge kiya baat hai really nice potry
          welldon

          Comment


          • #20
            Re: Hamzad Ki Pasand

            Originally posted by sawera View Post
            salam evry 1
            how r u......?
            wah ge kiya baat hai really nice potry
            welldon
            thanx

            Comment


            • #21
              Re: Hamzad Ki Pasand

              aadamii aadamii ko kyaa degaa
              jo bhii degaa vahii Khudaa degaa


              meraa qaatil hii meraa mu.nsib hai
              kyaa mere haq me.n faisalaa degaa


              zindagii ko qariib se dekho
              isakaa cheharaa tumhe.n rulaa degaa


              hamase puuchho dostii kaa silaa
              dushmano.n kaa bhii dil hilaa degaa


              ishq kaa zahar pii liyaa "Faakir"
              ab masiihaa bhii kyaa davaa degaa

              Comment


              • #22
                Re: Hamzad Ki Pasand

                khoobsoorat intikhaab

                Comment


                • #23
                  Re: Hamzad Ki Pasand

                  very nice sharing hamzaad

                  Comment


                  • #24
                    Fark Sirf Itna Sa Hey

                    fark sirf itna sa hey
                    Attached Files

                    Comment


                    • #25
                      Re: Fark Sirf Itna Sa Hey

                      Bus etna sa farak hay?

                      Comment


                      • #26
                        Re: Fark Sirf Itna Sa Hey

                        Originally posted by Khalil View Post
                        Bus etna sa farak hay?
                        haan bas itna sa hi

                        Comment


                        • #27
                          Re: Fark Sirf Itna Sa Hey

                          sory aik baat pochni hay shaid ap ko acha na lagy...
                          aap ny yeh nazam larky kee taraf sy kiun likhi hay?

                          Comment


                          • #28
                            Re: Fark Sirf Itna Sa Hey

                            Originally posted by Khalil View Post
                            sory aik baat pochni hay shaid ap ko acha na lagy...
                            aap ny yeh nazam larky kee taraf sy kiun likhi hay?
                            me ne to serf share ki hey

                            Comment


                            • #29
                              Re: Fark Sirf Itna Sa Hey

                              lakin kia yeh ap kee nahi? mean k ap ny nahi likhi
                              but hope k ap ny likhi hugee...

                              Comment


                              • #30
                                Re: Fark Sirf Itna Sa Hey

                                Originally posted by Khalil View Post
                                lakin kia yeh ap kee nahi? mean k ap ny nahi likhi
                                but hope k ap ny likhi hugee...
                                nahi me ne nahi likhi :embarasse

                                Comment

                                Working...
                                X