mere mehboob teri raah mein nazren bichaen hum
khare hain ajj bhi hasrat chupae seene mein
un ki hasrat meri taqdeer mein likhne wale
kash un ko meri taqdeer mein likha hota
teri hansti hoi dunya mein ya rab
humein hasne ki hasrat hi rahi hai
dast-e-taqdeer se har shaks ne hissa paya
mere hisse mein tere deed ki hasrat aae
hasraton ki chandni gham ki shafak yaadon ki bu
aik hi tasweer mein woh kitne rang bharte gaye
phool to sab hi sajate hain hasrat hai magar
dil ke tukron se teri raah ko gulzar karoon
kuch zindage ne hum ko diye har qadam pe gham
kuch app hasraton se meri khelte rahe
woh nazren utha ker bhi na dekhen ge kisi ko
jab tak meri hasrat ki nazar yaad rahe gi

Comment