Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek hi shaqs tha jahaan mai kya...!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ek hi shaqs tha jahaan mai kya...!

    Mehfil k tammam membaran ko hamara Salam arz hai,

    Jaun Eliya sahib ka ek kalam ab sab k nazar :)


    Umr guzray gi imtehan mai kya
    daag hi day gi mujh ko daan mai kya

    mujh ko tou koi tokta bhi nahi
    yun hi hota hai khandaan mai kya

    khud ko jana juda zamanay say
    aa gaya tha meray gumaan mai kya

    boltay kyn nahi meray haq mai
    ablay par gaye zubaan mai kya

    yun jo takta hai asmaan ko tou
    koi rehta hai asmaan mai kya

    ye mujhay chen kyn nahi ataa
    ek hi shaqs tha jahaan mai kya !

  • #2
    Re: Ek hi shaqs tha jahaan mai kya...!

    boltay kyn nahi meray haq mai
    ablay par gaye zubaan mai kya
    yeh sher bohat pasand aaya bohat acha intikhab hay aapka...........Tareef ke qabil aap yahan aate rheein aur shukrya sharing karne ka mazeed ka Intizar rahe ga shukrya :)
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Ek hi shaqs tha jahaan mai kya...!

      W salaam,


      waaah waah bahoot khoob bahot hi khoob kalaam share kiyaa jhon eliya kaa tumnien zainab jhon eliya ke kalaam ke kyaa kehnien shukriyaa hum se share kernien kaa khush raho
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #4
        Re: Ek hi shaqs tha jahaan mai kya...!

        Adaab

        Yaaraam aur khuraam ji...
        jaun sahib ki is creation aur hamari is pasand ko pasand karnay ka behad sukria :)

        khush rahein
        dua'go
        [ZA]

        Comment

        Working...
        X