yunhi be sabab na phira karo,
koi sham ghar bhi raha karo,
wo ghazal ki sachi kiatab hai,
usay chupkay chupkay parha karo,
koi hath tak na milae ga,
jo galay milo gay tapak se,
ye nay mizaj ka sheher hai,
zara faslay se mila karo,
abhi raah mein kai morr hein,
koi aay ga koi jay ga,
tumhein jis ne dil se bhula dia,
usay bhulnay ki dua karo,
mujhay ishthar si lagti hein,
yeh mohabton ki kahaniyan,
jo kaha nahi wo suna karo,
jo suna nahi wo kaha karo,
ye khizan ki zarad si shaal mein',
jo udass pairr k pass hai,
ye tumahare ghar ki bhaar hai,
usay ansouon se harra karo,
__________________
koi sham ghar bhi raha karo,
wo ghazal ki sachi kiatab hai,
usay chupkay chupkay parha karo,
koi hath tak na milae ga,
jo galay milo gay tapak se,
ye nay mizaj ka sheher hai,
zara faslay se mila karo,
abhi raah mein kai morr hein,
koi aay ga koi jay ga,
tumhein jis ne dil se bhula dia,
usay bhulnay ki dua karo,
mujhay ishthar si lagti hein,
yeh mohabton ki kahaniyan,
jo kaha nahi wo suna karo,
jo suna nahi wo kaha karo,
ye khizan ki zarad si shaal mein',
jo udass pairr k pass hai,
ye tumahare ghar ki bhaar hai,
usay ansouon se harra karo,
__________________
Comment