kaha na pyar hai tum se
to phir kiyoon yeh zid tumhari hai
k jab b tum milo mujh se
yahee iqraar ho lab par
" mujhy tum se muhobat hai "
tumhein maloom hia jannaa
muhobat to muhobat hia
yeh to aankhooon main dikhti hai
haseen se khuab ki soorat
yeh to ik phool sa jazbaa hai
k jis main rang aur khushboo ka sath hota hai
bohat anmol jazbaa hai
yeh izhaar ki shidat ka talib nahin hota
bohat chup chaap sa jazbaa hai
daby paoon chala aata hai
maghar jo naqash is k hein
bohat he ghehry hotey hein
inhein kehna nahin parta
lab to khamosh hotey hein maghar izhaar b hota hai
kabhi aankhooon ki shokhi se
kabhi batoon ki khushboo se
yeh jazbaa chup nahin pata
yeh sab batein he meri jaanaa
tumhein maloom he to hein
tumhari he kahee to hein
to phir kiyoon zid tumhari hai k jab b
main miloon tum se
yeh izhaar ho lab par
" mujhy tum se muhobat hai "
maghar tum janti ho na
tumhari baat ko jaanaa
nahin main taal sakta hooon
chalo iqraar karta hooon
muhobat hai
mujhy tum se muhobat hai
sirf tum se muhobat hai...
love u S.
to phir kiyoon yeh zid tumhari hai
k jab b tum milo mujh se
yahee iqraar ho lab par
" mujhy tum se muhobat hai "
tumhein maloom hia jannaa
muhobat to muhobat hia
yeh to aankhooon main dikhti hai
haseen se khuab ki soorat
yeh to ik phool sa jazbaa hai
k jis main rang aur khushboo ka sath hota hai
bohat anmol jazbaa hai
yeh izhaar ki shidat ka talib nahin hota
bohat chup chaap sa jazbaa hai
daby paoon chala aata hai
maghar jo naqash is k hein
bohat he ghehry hotey hein
inhein kehna nahin parta
lab to khamosh hotey hein maghar izhaar b hota hai
kabhi aankhooon ki shokhi se
kabhi batoon ki khushboo se
yeh jazbaa chup nahin pata
yeh sab batein he meri jaanaa
tumhein maloom he to hein
tumhari he kahee to hein
to phir kiyoon zid tumhari hai k jab b
main miloon tum se
yeh izhaar ho lab par
" mujhy tum se muhobat hai "
maghar tum janti ho na
tumhari baat ko jaanaa
nahin main taal sakta hooon
chalo iqraar karta hooon
muhobat hai
mujhy tum se muhobat hai
sirf tum se muhobat hai...
love u S.
Comment