Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
mrjee ki pasand
Collapse
X
-
Re: ~~Bait Baazi~~
dekh lo kh'aab magar kh'aab ka charcha na karo
log jal jayan ge sooraj ki tamanna na karo
waqt ka kaya hai kisi pal bhi badal sakta hai
ho sake tum se to tum mujh pe bharosa na karo
kirchiyan tootay hoye aks ki chubh jayan gi
aur kuch roz abhi a'aina dekha na karo
ajnabi lagne lage khud tumhain apna wajood
apne din raat ko itna bhi akela na karo
kh'aab bachhon key kheylonon ki tarah hote hain
kh'aab dekha na karo khuaab dikhaya na karo
bekhiyali main kabhi ungliyan jal jayain gi
raakh guzre hoye lamhon ki koreydah na karo
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Aks-e-Khushbo hon Bikharnay say na Rokay Koyee....
or Bikhar Jaon tou, Mujh ko na Samaitay Koyeee....
Kaanp Uth'ti hon main Soch kar Tanhayee main...
Meray ChehRay par TeRa NAAM na Parh lay Koyee...
Jis tarah Khu'aab meray ho gayee Raiza Raizaa...
is Tarah say na ,kabhi toot kar, BiKhRay Koyee...
Main to Us Din say HarasaN hon,kay Jab Hukm Milay...
'KhuShk Phoolon ko KitaaBon main Na Rakhay Koyee'..
Ab to is Raah say Woh Shakhs Guzarta Bhi Nahee...
Ab Kiss Ummeed pe Darwazay say JhanKay Koye..
Koye Aahat, Koye AaWaz, Koye Chaap Nahee,...
Dil ki Galiyan Bari SunSan hain,Aayee Koyee....
Parveen shakir
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
اے دوست کوئي مجھ سا رسوا نہ ہوا گا
دشمن کے بھي دشمن پر ايسا نہ ہوا گا
ٹک گور غريباں کي کر سير کہ دنيا ميں
ان ظلم رسيدوں پر کيا کيا نہ ہوا گا
اس منہ خرابے ميں آبادي نہ کر منعم
اک شہر نہيں ياں جو صحرا نہ ہوا گا
آنکھوں سے تري ہم کو ہے چشم کہ اب ہووے
جو فتنہ کہ دنيا ميں برپا نہ ہوا ہو گا
Comment
Comment