Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Raniya ki choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Raniya ki choice

    CHAND MERI KHERKI MEIN AYE

    Chand kabhi tu taron ki is bheer se nikle
    Aur meri kherki mein aye
    Bilkul tanha aur akela
    Mein us ko bahon mein bharlon
    Aik hi sans mein sab ki sab wo baatein karlon
    Jo mere, talo se chemti
    Dil mein semti rehti hain
    Sab kuch aise ho jaye, jab hai na!
    Chand meri kherki mein aye, tab hai na!
    sigpic

  • #2
    Re: Raniya ki choice

    Ajeeb pur lutf manzar dekhta rehta hon barish mein
    Baden jalta hai aur mein bhegta rehta hon barish mein

    Sadaein doob jati hain, hawa k shor mein aur mein
    Gali kochon mein tanha chikhta rehta hon barish mein

    Naye mausam ki khusboo se chora kar ankhein pal tu pal
    Gaye mausam ki baatein sochta rehta hon barish mein.
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Raniya ki choice

      TUJHE BIN ZATH ADURI HAI
      Tumhari ass k gamlon mein rakhe phol murjhane lage hain
      Judai dhoop lagti hai bohat hi talkh chobti se
      December june lagta hai
      Kise k naam ki ghanti bajte mujh ko tumhara phone lagta hai
      Tumhare laut ane tak na jane kis kadar lambi udasi
      Ankhe k bistar mein chop k raat likhe gi
      Na jane kis kadar sapno ko de gi be-ghari ka dukhe
      Abhi tu phir b baki hai koi sapna
      Tumhare lams k zinda wark par
      Tumhari khusboein zinda hain pholon k badan mein
      Magar aisa na ho k khusboien be -chergi pehne
      Kahein aisa Na ho k phol jal jayein Kisi sapne k bojhte hi,
      Tumhara lamss mar jaye
      Ghulabon k badan mein zung lag jaye
      Kahien aisa na ho jana
      Ana ki surkh tehni par koi talwar ug aye
      Tumhare aur mere darmian diwar ug aye
      Kahein aisa na ho k soch k khirki mein koi wahm aa behte
      Mein is takmil k adhe zafar mein hi na mar jayon
      Ye musam jo adohra hai, adhora hi na reh jaye
      Abhi tu ankh ki mishal mujhe rasta dekhati hai
      Abhi tu aina chehra dekhata hai
      Sarab hi sahi jana ye rasta pair k neeche
      Abhi tu ass likhta hai
      Abhi hai waqat muthi mein
      Agarche raeth ki manind pisalta ja raha hai par
      Tumhare laut ane tak sambhalon ga koi lamha
      Ye sara waqat ghirne se
      Mere hath se bahne se



      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Raniya ki choice


        TERE FARAQ K LAMHE SHUMAR KARTE HOWE
        Tere faraq k lamhe shumar karte howe
        Bikher gaye tera intazar karte howe

        Tu mein b khush hon use ja k keh dena
        Agar wo shakhs hai mujhe bikara karte howe

        Mein muskurata howa ubhron ka aine mein
        Wo roo pare gi achnak singhar karte howe

        Tumhe khabar hi nahi hai koi toot gaya
        Mohabbaton ko bohat paidar karte howe

        Wo keh rahi thi sumandar nahi ankhein hain
        Mein un mein dhoob gaya aitbar karte howe

        Mujhe khabar thi k ab laut kar na aaon gaya
        Tujhi ko yaad ki dard ko par karte howe.


        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Raniya ki choice

          Na mein pass us ko bola saka na mein dil ki baat suna saka
          Wo hasni hasni mein hi chal dia k mein hath tak na hila saka

          Mujhe kia khabar k wo kia howa mujhe itna ghira khumar tha
          Mein khara tha us k hasar mein mere irdgird ghubar tha
          Yuhi sochta raha dair tak magar us ko kuch na bata saka
          Na mein pass us ko bola saka na mein dil ki baat suna saka
          Na hai dushmani kisi din se ab na dosti kisi raat se
          Hai bacha hi kia jo le gia mujhe se cheen kar meri zaat se
          Ye muqam hi tha ajeeb sa k mein khudh ko b na bacha saka
          Na mein paas us ko bola saka na mein dil ki baat suna saka
          Ye b theek hai wo chala gaya mujhe band raste pe chor kar
          Ye b theek hai k na aye ga kabhi buth ana ka wo toor kar
          Wo juda b kaise howa k mein rusm b na nibha saka
          Na mein pass us ko bola saka na mein dil ki baat suna saka
          Wo hansi hansi mein hi chal diya k mein hath tak na hila saka
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Raniya ki choice

            Neend nagar
            Zindagi chand ki
            Roshni mein dhali
            Arzoo k safar
            Mein khushi
            Ki hawa phir chali
            Musamon ka ajab
            Rang sa ho gaya
            Aj mein phir tumhe
            Dhodta soo gaya
            Last edited by Raniya Asif; 1 March 2007, 14:01.
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Raniya ki choice

              ~ Mudad se gum sum tanhi aj b mere pass rahi


              ~ Mein ne jis khawab ki tamna ki
              Aisa tuta k mein b toot gaya


              ~Khekesha se pare, asmaa se pare, rehguzar zaman-o-maka se pare
              Mujh ko har hal mein dhondna tha use, ye zamee ka safar tu bahana howa
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Raniya ki choice

                Tere Ikhlas Sey Mohabbat Ki Hai
                Tere Ehsas Sey Mohabbat Ki Hai

                Too Mery Pass Nahi Hay Phir Bhi
                Teri Yaad Sey Mohabbat Ki Hai

                Main Tum Ko Kis Tarha Bhool Sakta Hoon
                Main Ne Tere Osaaf Sey Mohabbat Ki Hai

                Kabhi To Tu Ney Bhi Mujhe Yaad Kia Ho Ga
                Main Ne Un Lamhat Sey Mohabbat Ki Hai

                Jin Main Hoon Sirf Teri Or Meri Batien
                Main Ney Un Oqaat Sey Mohabbat Ki Hai


                Or Jo Mehke Ho Sirf Tere Hi Mohabbat Sey
                Main Ne Un Jazbat Sey Mohabbat Ki Hai

                Tujh Sey Milna To Aab Khawab Sa Lagta Hai
                Main Ney Tere Intezar Sey Mohabbat Ki Hai



                chalo ab youn bhi nibha k daikhty hn
                ab hum tumhain mana k daikhty hn

                ab iss fasle ko khatam kerty hn
                ab yeh parda hatta k daikhty hn

                aik nai deewar ab hum banate hn
                aur ek deewar hum gira k daikhte hn

                tumhari ankhon mn bas jate hn gul ki tarhan
                tumhare dil mn gulistan khila k daikhte hn

                aik aag si dil mn lagate hn
                aur iss mn khod ko jala k daikhte hn

                humain tu buht azmaya hy tumne
                ab hum tumhain azma k daikhte hn

                chalo aisa kerte hn muhabbat k is kheel mn
                akhri daaoo lagga k daikhty hain




                sigpic

                Comment

                Working...
                X