Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

S. Faryal. Naz Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • S. Faryal. Naz Ka Intikhaab

    Saath chalne main jo maza hota
    Woh humain bhi kabhi mila hota


    Yeh hi hasrat rahi hamari faqat
    Saath apne koi chala hota


    Hum bhatakte rahe the raahon mein
    koi rasta pata chala hota


    Thaam leta humain bhi barh ke koi
    Haath hum ko koi mila hota


    Hum ulajhte nahi zamane se
    Ek jo Humsafar mera hota


    Hum na thakte safar mein gar
    Saath apne koi chala hota

  • #2
    Jisnu Piyaar Nahi Apne Aap Naal.

    Jisnu pyaar nahi apne aap naal,

    Kise hor nu pyaar oh ki kare,

    Apne aap te nahi vishvash jisnu,

    Kise hor te aetbaar oh ki kare.

    ************ *****

    Kagzi phulan ton mehak di aas kyon rakhde ho G,

    Eh tan hunde ne bas sajon layee,

    Kise hor di zindgi vich rang eh ki bharange G,

    Jo khud majboor ne nakli ranga di zindgi jeon layee.

    ************ ********* **

    Kad tak zinda rahegee deeve di loo es toofaan ander,

    Ek na ek din tan es bhujh jana hai,

    das kad tak nebhavega tu saath mera,

    Ek din tu v kalleya chad ke tur jana hai.

    ************ ********* ****

    Na chah ke v tere utte yakeen karn nu dil karda,

    Kyon tere vich mainu apna aap disda,

    Badal na jaye kite sade rshte da matlab,

    Bas ehi soch ke mera dil darda.

    ************ ******

    Ki rishta hai mera tere naal,

    Dard da ya pyaar da,

    Bas es soch vich hi rendi han,

    Es saanjh nu das ki naam deva,

    Ja phir benaam hi rehan dey.

    Comment


    • #3
      Re: Saath chalne main jo maza hota

      nice

      Comment


      • #4
        Re: Saath chalne main jo maza hota

        Comment


        • #5
          ((((Feryaad Kya Kere Hum))))

          Feryaad Kya Kere Hum

          Feryaad Kya Kere hum

          Kisay dastan sunai>>

          Hum Dil say jisay chahain

          Usay Kaise bhool jain hooo....

          Charoon Teraf Andhera Kushain Na Raas Ayain

          Hum Dil say jisay chahain

          Usay Kaise bhool jain hooo....oo

          Do Dil mai Doori ho gayee

          Kushian Adhoori ho gayee

          Kasi Majboori ho gayee



          Sunlay maire saathiya

          Sunlay maire saathiya

          Dhaaga ho tu mai toron

          Derya ho tu mai moron

          Chahat na tori jai



          Sunlay maire saathiya...

          Sunlay maire saathiya..

          Waqt Tham say gaye

          Door hum ho gaye...

          Ho... kya khata... ho.. gayee..

          Khamoosh hain Ankhon say her Taksh-

          Chalak jain,

          Hum Dil say jisay chahain

          Usay Kaise bhool jain hooo....oo

          Kismat mai likhi judai

          Meelon Meelon Tanhai Chahat bhi Raas na ayee

          Sunlay maire saathiya

          Sunlay maire saathiya

          Ashkon ki Dhaara jhoolay

          DerD ho sab pas bhoolay

          Der hai K Maut na choolay

          Sunlay maire saathiya..

          Sunlay maire saathiya..

          Tukray.. Tukray.. howay..

          Khawab Dil K maire ....

          Manzilain Khoo gayee...

          Chahat bari Ajeeb hai Hastay howay Rulai

          Hum Dil say jisay chahain

          Usay Kaise Bhool jain hooo....oo

          Feryaad Kya Kere hum

          Kisay Dastan sunai>>

          Hum Dil say jisay chahain

          Usay Kaise Bhool jain hooo....oo

          Comment


          • #6
            Re: S. Faryal. Naz Ka Intikhaab

            bohut umda sharing

            Comment


            • #7
              Re: S. Faryal. Naz Ka Intikhaab

              nice intekhab janab

              Comment


              • #8
                Re: ((((Feryaad Kya Kere Hum))))

                Originally posted by S.Faryal.Naz View Post
                Feryaad Kya Kere Hum


                Feryaad Kya Kere hum

                Kisay dastan sunai>>

                Hum Dil say jisay chahain

                Usay Kaise bhool jain hooo....

                Charoon Teraf Andhera Kushain Na Raas Ayain

                Hum Dil say jisay chahain

                Usay Kaise bhool jain hooo....oo

                Do Dil mai Doori ho gayee

                Kushian Adhoori ho gayee

                Kasi Majboori ho gayee



                Sunlay maire saathiya

                Sunlay maire saathiya

                Dhaaga ho tu mai toron

                Derya ho tu mai moron

                Chahat na tori jai



                Sunlay maire saathiya...

                Sunlay maire saathiya..

                Waqt Tham say gaye

                Door hum ho gaye...

                Ho... kya khata... ho.. gayee..

                Khamoosh hain Ankhon say her Taksh-

                Chalak jain,

                Hum Dil say jisay chahain

                Usay Kaise bhool jain hooo....oo

                Kismat mai likhi judai

                Meelon Meelon Tanhai Chahat bhi Raas na ayee

                Sunlay maire saathiya

                Sunlay maire saathiya

                Ashkon ki Dhaara jhoolay

                DerD ho sab pas bhoolay

                Der hai K Maut na choolay

                Sunlay maire saathiya..

                Sunlay maire saathiya..

                Tukray.. Tukray.. howay..

                Khawab Dil K maire ....

                Manzilain Khoo gayee...

                Chahat bari Ajeeb hai Hastay howay Rulai

                Hum Dil say jisay chahain

                Usay Kaise Bhool jain hooo....oo

                Feryaad Kya Kere hum

                Kisay Dastan sunai>>

                Hum Dil say jisay chahain

                Usay Kaise Bhool jain hooo....oo
                ussey kaisey bhool jayee...........

                :clap:

                Comment


                • #9
                  Re: S. Faryal. Naz Ka Intikhaab

                  Feryaad Kya Kere hum

                  Kisay dastan sunai>>

                  Hum Dil say jisay chahain

                  Usay Kaise bhool jain hooo....



                  very nice

                  Comment


                  • #10
                    Re: S. Faryal. Naz Ka Intikhaab

                    Comment


                    • #11
                      Tum ne kia nahi dia

                      Tum Ne Kia Nahi Dia ...


                      Tum Ko Yaad Hai
                      Aik Shab Tum Ne Kaha Tha
                      Mano Main Aap Ko Kuch De Nahi Paye
                      Aur Main Hans Dia Tha
                      Per Aaj Agar Ho Sake Tu Suno
                      Tum Ne Kia Kuch Dia Hai Mujhe
                      Tum Se Judai Ka Dukh
                      Tumhare Pyar Se Mehroomi Ka Dukh

                      Tumhari Awaz Kabhi Na Sunnay Ka Dukh
                      Tumhara Us Mulaqat Ko Khud Se Akhri Mulaqat Karne Ka Dukh
                      Tumhari Khushioon Se La Taluq Rehne Ka Dukh
                      Tumhare Gham Kabhi Na Batnay Ka Dukh
                      Meri Aknhoon Main Her Waqt Nami Rehne Ka Dukh

                      Magar Meri Jaan
                      Main Ne Tumhari Taraf Se Di Hoye Aik Aik Shay ka
                      Jab Bhi Apne Upar Bojh Mehsoos Kia
                      Yaqeen Janu
                      Khuda Kay Hazoor Girgira Kar
                      Main Ne Sirf Tumhari Khushiaan Maang Dali Hain

                      Comment


                      • #12
                        Re: Tum ne kia nahi dia

                        nice

                        Comment


                        • #13
                          Re: Tum ne kia nahi dia

                          awesome DEar keep it up

                          Comment


                          • #14
                            Re: Tum ne kia nahi dia

                            Comment


                            • #15
                              Kia Kabhi Dekha Hai Tum Ne

                              Kia Kabhi Dekha Hai Tum Ne ...

                              Ik Bacha Kis Tarah

                              Koi Shay Panay Kay Lie

                              Kis Tarah Tarapta Hai

                              Kis Tarah Bilbilata Hai

                              Kis Tarah Us Ki Janib Lapakta Hai

                              Bilkul Issi Tarah

                              Main Teri Katir Tarpa Tha

                              Main Teri Katir Bilbilaya Tha

                              Main Teri Janib Lapka Tha


                              Lakin Shaid Tum

                              Kisi Aur Kay Aasman Kay

                              Haseen Sitaray The

                              Comment

                              Working...
                              X