Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sabhi jazbaato khayalat badal jatay hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sabhi jazbaato khayalat badal jatay hain

    Sabhi jazbaato khayalat badal jatay hain
    Yun muhabbat mein din raat badal jatay hain


    Pyar to humko bhi un se hai magar janay kyun
    hum karien baat to wo baat badal jatay hain


    Aarzo to hai izhar e muhabbat kar doon
    Lafz chunta hoon to lamhaat badal jatay hain


    Kitni nafrat thi kabhi ahl e muhabbat se hamein
    Ho muhabbat to khayalat badal jatay hain


  • #2
    Re: Sabhi jazbaato khayalat badal jatay hain

    wow..jitna app k intekhab ki dad di jayee kum haii

    Comment


    • #3
      Re: Sabhi jazbaato khayalat badal jatay hain

      :)

      Comment


      • #4
        Re: Sabhi jazbaato khayalat badal jatay hain

        :welcome:

        Comment


        • #5
          Re: Sabhi jazbaato khayalat badal jatay hain

          :masha :salam:

          Comment

          Working...
          X