Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kaha tha na

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kaha tha na

    kaha tha na
    is tarah sotay huye mat chor k jana
    mujhe besha jagga dena
    bata dena
    muhabbat k safar mein sath meray chal nahi sakten
    judai k safar mein sath meray chal nahi sakten
    tumhain rasta badalna hai
    mere had se nikalna hai
    tumhain kis baat ka dar tha
    tumhain jane nahi deta
    kahen pe qaid kar leta
    aray pagli muhabat ki tabiet mein zabardasti nahi hoti
    jisay rasta badalna ho usay rasta badalnay se
    jisay had se nikalna ho usay had se nikalnay se
    na koi rok paya hai
    na koi rok paye ga
    tumhain kis baat ka dar tha
    mujhe beshak jagga detay
    main tum ko dekh hi leta
    tumhain koi dua deta
    kam az kam yun to na hota, mere sathi haqeeqat hai
    tumharay baad khonay k liye kuch bhi nahi baqi
    magar khonay se darat hoon
    main ab sonay se darta hoon.

  • #2
    Re: kaha tha na

    Very nice .
    :rose :rose :rose

    :rose :rose :rose

    Comment

    • #3
      Re: kaha tha na

      Originally posted by musaddaq View Post

      bauht khoob.........ager janye waley ko hum pey itna aitbar hotaa tu woh jata hi ku....waqai loog rastey badl letey hai or un k rastey badalney sey humarii zindagiya badl jati haii...very nice sharing

      Comment

      • #4
        Re: kaha tha na

        Originally posted by aquari View Post

        jane wale bhi majboor ho jate hian akser, or hum unhian ilzaam bhi nahi thehra sakte

        Comment

        • #5
          Re: kaha tha na

          Originally posted by musaddaq View Post
          jane wale bhi majboor ho jate hian akser, or hum unhian ilzaam bhi nahi thehra sakte

          Majboor......................kitna loog use kertey hain is lafz ko or un kjaney k bad hum kitney majboor hoajtey hain..khiar yeh rasm-duniya haii ilzam dey k bhi kya faidaa janey wala laut tu nahi ataa

          Comment

          • #6
            Re: kaha tha na

            Originally posted by aquari View Post
            Majboor......................kitna loog use kertey hain is lafz ko or un kjaney k bad hum kitney majboor hoajtey hain..khiar yeh rasm-duniya haii ilzam dey k bhi kya faidaa janey wala laut tu nahi ataa
            majboor...rasm-e-dunia nahi ek fact hai,or dooori ki majboori to ek takleefdeh hi sahi but fact hota hai,or wajah dhoondne se bhi nahi milti keh kiss ko ilzam diya jae,

            Comment

            • #7
              Re: kaha tha na

              Very nice .

              I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

              Comment

              • #8
                Re: kaha tha na

                Originally posted by musaddaq View Post
                majboor...rasm-e-dunia nahi ek fact hai,or dooori ki majboori to ek takleefdeh hi sahi but fact hota hai,or wajah dhoondne se bhi nahi milti keh kiss ko ilzam diya jae,

                Sahi kaha app neyy .fact is fact jabhi tu yeh zindagi rukti nahi or kisi ko rukney deti bhi nahi ...ilzam kamzoor loog lagatey haii behter yehi hota haii k issey waqt ka faislaa samjh ker qabool ker lena chhaeyaa

                Comment

                • #9
                  Re: kaha tha na

                  Originally posted by aquari View Post
                  Sahi kaha app neyy .fact is fact jabhi tu yeh zindagi rukti nahi or kisi ko rukney deti bhi nahi ...ilzam kamzoor loog lagatey haii behter yehi hota haii k issey waqt ka faislaa samjh ker qabool ker lena chhaeyaa
                  accept kerna perta hai na chah keh bhi,hum khud ko jitna bhi samjhain kuchh nahi samjhta phir bhi,or sab ki to offcourse nahi lakin hamari life ruk jati hai uss lihaaz se,mausam bhi ruk jate hain,

                  Comment

                  • #10
                    Re: kaha tha na

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    accept kerna perta hai na chah keh bhi,hum khud ko jitna bhi samjhain kuchh nahi samjhta phir bhi,or sab ki to offcourse nahi lakin hamari life ruk jati hai uss lihaaz se,mausam bhi ruk jate hain,

                    mausam...........is waqt karachi ka mausam itna khoobsoorat hai k shidat sey humsafar ki kamii mehsoos horahi hai...dil k mausam dil k under hirahey tu sahi rehta haii..bahir ajyee tu toofan khara kerdeta haii

                    Comment

                    • #11
                      Re: kaha tha na

                      Originally posted by aquari View Post
                      mausam...........is waqt karachi ka mausam itna khoobsoorat hai k shidat sey humsafar ki kamii mehsoos horahi hai...dil k mausam dil k under hirahey tu sahi rehta haii..bahir ajyee tu toofan khara kerdeta haii
                      Lahore ka mausam itna zaiada acha hua hia na keh her taraf gehre badal hian,or abhi halki halki phuwaar bhi start hui thi,or thori dair pehle mian canal pe driving ker keh aaya hoon to autmn keh mausam main jo leaves girta hian na trees se to woh gir raha tha,ajeb hi mausam hua hia aaj,but yeh mausam udaas bhi bohat ker deta hia

                      Comment

                      • #12
                        Re: kaha tha na

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        Lahore ka mausam itna zaiada acha hua hia na keh her taraf gehre badal hian,or abhi halki halki phuwaar bhi start hui thi,or thori dair pehle mian canal pe driving ker keh aaya hoon to autmn keh mausam main jo leaves girta hian na trees se to woh gir raha tha,ajeb hi mausam hua hia aaj,but yeh mausam udaas bhi bohat ker deta hia

                        same mera bhi yehi haal hai..yahan bhi barish hoi hai halki halki..mausam k bhi apney andaz hainn

                        Comment

                        • #13
                          Re: kaha tha na

                          Atif Bhai ki yeh nazm mujhaye b bohut pasand hai :) Bohut khubsurat andaz hota hai :)
                          Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                          Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                          Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                          Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                          Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                          Comment

                          Working...
                          X