Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

***Aquari ki Biyaaz***

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    DAR ba DAR

    :rose
    Attached Files

    Comment


    • #17
      Farz Karoo

      One of my fav ghazal..:rose
      Attached Files

      Comment


      • #18
        woh skahs jis ney mujeyy ...

        woh shaks jis ney mujhey wird ism-e-yaar diyaa
        safar main saath rakha,wapsi main mar diyaa

        Jo sans paoo k talwoo sey kheenchtaa hoo main
        woh mehmaloo main palii yasmeeen pey war diyaa

        Khuda sabz ney yakh bastgi k mausam mainn
        main bin gaya tu mujhey aag sey guzar diyaa

        shikast kahtey howeyy lashkaroo k shahoo koo
        bana k qaidi rakhaa ,baqiyoo ko mar diyaa

        Comment


        • #19
          Re: woh skahs jis ney mujeyy ...

          Mashallah kya bath hai.
          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • #20
            Re: Farz Karoo

            App ne kafi mehnat Ki naam Mitane Ki..
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment


            • #21
              Re: woh skahs jis ney mujeyy ...

              shukriyaaaa

              Comment


              • #22
                Re: woh skahs jis ney mujeyy ...

                Originally posted by aquari View Post
                woh shaks jis ney mujhey wird ism-e-yaar diyaa
                safar main saath rakha,wapsi main mar diyaa

                Jo sans paoo k talwoo sey kheenchtaa hoo main
                woh mehmaloo main palii yasmeeen pey war diyaa

                Khuda sabz ney yakh bastgi k mausam mainn
                main bin gaya tu mujhey aag sey guzar diyaa

                shikast kahtey howeyy lashkaroo k shahoo koo
                bana k qaidi rakhaa ,baqiyoo ko mar diyaa
                Behna bohat umdah intikhaab hai - mazzah aaya parh kar - I know keh InPage mein likhna zara mehnat talab kaam hai, magar Urdu shairi ka asal mazzah bhi to Urdu mein parhney mein hi aata hai na :) - Koshish karein .... :rose
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: woh skahs jis ney mujeyy ...

                  Originally posted by Masood View Post
                  Behna bohat umdah intikhaab hai - mazzah aaya parh kar - I know keh InPage mein likhna zara mehnat talab kaam hai, magar Urdu shairi ka asal mazzah bhi to Urdu mein parhney mein hi aata hai na :) - Koshish karein .... :rose
                  Aslamalikum Masood bhaii
                  :)
                  Pasand kerney ka shukriyaa..ap ney thek kaha but prob is thah k mujehy in-page use kerna nahi ataa or 2nd k main office PC sey participate kerti hoo soo us per koi software download nahi kersakti:donno: ....main kyaa karooo .

                  Comment


                  • #24
                    ~~~meri pasand ~~~

                    Hawa k dosh per bikhrey jo ghum hain
                    Yeh dagh dil kaha chahloo sey kum hain!
                    Main apney aap tak shayed na poohnchoo
                    Meri hastii main itneyy paaich-o-khum hain
                    Sadain abb bhi deta hoo main khud koo
                    Karoo main baat kis sey k loog kum hian
                    Aabhi fursat nahi marney ki mujh ko
                    Abhi sehney ko kitney ranj-o-ghum hain
                    Rakhoo kandhey per sir main kis k jaker
                    Sabhii tu mehw-e-azar o sitam hian

                    Ajab si bebasi hia or hum haiin
                    Last edited by aquari; 28 November 2006, 10:07.

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~~~Hawa k dosh pey~~~

                      Parhtaa raha jissey main namaz samjh k rasheed
                      phir yu howaa k qaza hogaya woh shaks mujh sey

                      Comment


                      • #26
                        Re: Raaz-e-ulfat

                        buhat khob kiya bathai buhat zaber190 hai ji

                        Comment


                        • #27
                          Re: Raaz-e-ulfat

                          thankyou humairaa

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~~~Hawa k dosh pey~~~

                            Praim Kata Ki Anet na koi ,Kitni bar isay smjhain,Preet ki Reet Ankokhi sajan,kuch na mangain sab kuch pain,Preet ki Reet anokhi Sajan Kuch na mangain sab kuch pain,,,,Faiz on sy kai bat chupi hay Hum kuch keh kr kiun Pachtain
                            KOI TO HO :dua

                            Comment


                            • #29
                              ***Aquari ki Biyaaz***

                              :salam:
                              Attached Files

                              Comment


                              • #30
                                Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                                :)
                                Attached Files

                                Comment

                                Working...
                                X