Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

***Aquari ki Biyaaz***

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

    Originally posted by aik_lerki View Post
    :em:
    Hamaisha ki tarah zabardast :phool:
    Sach Much ma bohat ba zouq ho tum (mere tarah ;) )
    shukriya..
    woh tu main hoo :eye:
    bilkul tumhari trhaa:wk:

    Comment


    • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

      :)
      Attached Files

      Comment


      • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

        Koi Baat Esi Kiya Karo, Koi Lafz Esa Kaha Karo *
        Mile Jis Se Dil Ko Qaraar Sa, Koi Shair Esa Parha Karo *

        Nahi Dukh Main Es KO Rakha Karo, Kabhie Sukh Bhi Esko Diya Karo *
        Ye Udas Hai Kayi Roz Se,Mere Dil Main Aa Ke Raha Karo *

        Jo Kahthin Kathin Se Hain Raaste,Ye Sabhi Hain Kyon Mere Waaste *
        Ye Jo Jal Rahi Hoon Main Aag Main, Kabhi Tum Bhi Es Main Jala Karo *

        Abhi Taq Tumhari He Aas Hai, Mere Dil Ke Ab Bhi Tu Paas Hai *
        Hai Ye Dil Tumhare Hisaar Main,Esey Meri Jaan Rehaa Karo *

        Mera Din Ho Ya Meri Raat Ho,Faqat Ek TUmhari He Baat Ho *
        Abhi Jese Tum Mere Saath Ho,Unhi Mere Sath Raha Karo *-*


        SUCH A NICE GHAZAL:thmbup:

        Comment


        • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

          thxdear

          Comment


          • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

            kyu bemurrawat duniya may qarrar dhund rehay ho
            deewan e galib may iqubal ke ashar dhund rehay ho

            waqt ke saat saat tera azm bhi toot gaya abto
            phir kyu humko baar baar dhund rehay ho


            kismat may he nahee apne mahaktay chaman
            aur aake sehra may fasle bahar dhund rehay ho

            jo tut gay so unko tuta he rehne do
            kyu bewajah dil ke taar dhund rehay ho


            mil gaye tum ko chhutti shyaad dar e yaar say ameen
            isliye shyaad apne liye mazaar dhund rehay ho

            Comment


            • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

              Tashna kami ki saza doo tu maza ajayee
              TUm humain zehar pila doo tu maza ajayee

              TUm ney ehsan kya tha jo humain chahaa thaa?
              Ab yeh ehsaan jata doo tu maza ajayee

              Apney yousuf ko zulekhaa ki trhaa tum bhi kabhi
              Kuch haseenoo sey mila doo tu maza ajayee

              Chian parta hi nahi hai tumhain ab merey baghair
              Abb jo tum mujh ko gaw'a doo tu maza ajayee..!

              Comment


              • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                nice collection aquari
                keep it up
                Uzair

                Comment


                • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                  "Bhool ker bhi bhula nahi sakte*
                  Aur hum tujh ko paa nahi sakte*



                  Khud pe ilzaam dhar liya hum ne*
                  Tujh pe tohmat laga nahi sakte*



                  Dil pe likha hai yu'n tera naam*
                  Chah ker bhi mita nahi sakte*



                  Us ne duniya bhula ker rakh di hai *
                  Hum to lab bhi hila nahi sakte*

                  Comment


                  • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                    Bohat Khoob.
                    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                    Comment


                    • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                      Bohat Khoob.
                      __________________
                      [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                      See you Real Face in here 372-shed

                      Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                      Comment


                      • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                        Originally posted by aquari View Post
                        "Bhool ker bhi bhula nahi sakte*
                        Aur hum tujh ko paa nahi sakte*



                        Khud pe ilzaam dhar liya hum ne*
                        Tujh pe tohmat laga nahi sakte*



                        Dil pe likha hai yu'n tera naam*
                        Chah ker bhi mita nahi sakte*



                        Us ne duniya bhula ker rakh di hai *
                        Hum to lab bhi hila nahi sakte*
                        Buhat achay.......buhat umda

                        Comment


                        • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                          thankyou all of u

                          Jo baqi reh gaya hai aaj woh kam krtey hian
                          hum apni zeest k lamhey tumharey nam krtey hain
                          muhabbat ka sila acha nahi milta zamaney main
                          sar-e-mehfil najaney ku loog abdnam krtey hain
                          zamaney k sitam hum muskura k dil pe dehtey hain
                          tumharey wastey hr war ko nakaam krtey hain
                          koi ajayee rasta bhool kr shayid dard-e-dil pr
                          aisi umed pe roshan chiragh sham krtey hian

                          Comment


                          • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                            Woh apney faedy ki khatir pr aaa mile thy hum sey faraz
                            hum nadan samjhey k humari duwaoo main asar hai

                            Comment


                            • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                              Badla jo waqt gehri rafaqat badal gai
                              suraj dhaala tu saye ki surat badal gai

                              ek umer ak main uski zaroorat bana raha
                              phr yu howa k us ki zaroorat badal gai

                              Comment


                              • Re: ***Aquari ki Biyaaz***

                                bohat achaa qalaam haa

                                Comment

                                Working...
                                X